Kar Lijiye Chal Kar Meri Jannat Ke Najare Song Lyrics from the movie/album Shahjehan released in the year 2018 starring K L Sehgal, Ragini. The song Kar Lijiye Chal Kar Meri Jannat Ke Najare was sung by Kundan Lal Saigal. This movie/album was directed by A R Kardar. The music was given by Naushad. The lyrics were Penned by Majrooh Sultanpuri

Kar Lijiye Chal Kar Meri Jannat Ke Najare Lyrics

Kar Lijiye Chalkar Meri Jannat Ke Nazare
Jannat Ye Banai Hai Mohabbat Ke Sahare
Phulo Se Liya Rang Sitaro Se Ujala
Har Chiz Ko Noor Ke Ek Sache Me Hai Dhala
Is Khwab Ki Basti Ka Falak Hai Na Jami Hai
Is Husn Ki Dunia Ki Har Ek Chiz Hasi Hai
Roshan Hai Fiza Aur Nahi Chand Sitare
Jannat Ye Banai Hai Mohabbat Ke Sahare

Gati Hai Khushi Nagme To Hasta Hai Waha Gum
Kaliyo Ki Hasi Dekh Ke Roti Nahi Sabnam
Fitrat Ki Jaba Par Kahi Masti Ka Fasana
Cheda Hai Khamoshi Ne Bhi Kurkaif Tarana
Kuch Soye To Kuch Jage Hue Mast Nazare
Jannat Ye Banai Hai Mohabbat Ke Sahare

Atahkheliya Karti Hui Chalti Hai Hawaye
Nagmo Ki Hai Barsat To Julfo Ki Ghataye
Rangin Hui Aur Bhi Jannat Ki Kahani
Wo Dekhiye Wo Dekhiye Jhule Pe Ruhi Ki Jawani
Betab Kiye Dete Masum Ishare Masum Ishare

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Kar lijiye chal kar meri jannat ke najare, Karlijiye mere jannat ke nazare, Kundan lal saigal, Shahjehan 1946, Shahjehan (film), Shahjehan 1946 songs, Shahjehan 1946 full movie, Songs of shahjehan, Shahjahan history, Shahjahan full songs, Shahjahan movie songs, Shahjehan songs, K l saigal, Kundan lal saigal (musical artist), K.l. saigal songs, Kar lijiye chal kar meri, Kundan lal saigal songs, Kundan lal saigal movies, Kundan lal saigal khursheed classic bollywood scores