Kali Badariya Maare Nazariya Song Lyrics from the movie/album Do Roti released in the year 2016 starring Balraj Sahni, Nirupa Roy. The song Kali Badariya Maare Nazariya was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Ismail Memon. The music was given by Roshanlal Nagrath (Roshan). The lyrics were Penned by Khumar Barabankvi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Kali Badariya Maare Nazariya Lyrics

Kali Badariya Maare Nazariya
Man Mein Chhupa Lo Mohe
Julmi Sawariya
Kali Badariya Maare Nazariya
Man Mein Chhupa Lo Mohe
Julmi Sawariya

Dekho Ji Papiha Bole
Papi Jiyarwa Dole
Aag Lagaye Barsat Ho
Aise Mein Na Rutho Saiya
Dalu Gale Mein Baiya
Maano Balam Ji Baat
Lachke Kamariya Jhalke Chunariya
Man Mein Chhupa Lo Mujhe
Julmi Sawariya
Kali Badariya Maare Nazariya
Man Mein Chhupa Lo Mohe
Julmi Sawariya

Sapno Mein Aaye Koi
Ninde Churaye Koi
Fir Bhi Bani Anjan Ho
Hai Tumpe Bharosha Karke
Dard Jiya Me Bharke
Haye Jalaye Jan
Bali Umariya Lambi Dagariya
Man Mein Chhupa Lo Mujhe
Julmi Sawariya
Kali Badariya Maare Nazariya
Man Mein Chhupa Lo Mohe
Julmi Sawariya

Chhodo Ji Bahane Chhodo
Dekho Jiya Na Todo
Ankhiya Mila Lo Dildar Ho
Kar Lo Mohabbat Kar Lo
Pyar Se Jholi Bhar Lo
Aaj Karo Na Inkar
Barse Badariya Tarse Najriya
Man Mein Chhupa Lo Mujhe
Julmi Sawariya
Kali Badariya Maare Nazariya
Man Mein Chhupa Lo Mohe
Julmi Sawariya.

Share your thoughts

Kali badariya maare nazariya, Balraj sahni, Lata mangeshkar, Nirupa roy, Lata mangeshkar hits, Lata mangeshkar songs, Lata mangeshkar songs playlist, Lata mangeshkar superhit songs, Lata mangeshkar song, Lata mangeshkar old hits, Lata ji ke gaane, Badi pyari kahani hai, Shankar dasgupta songs hits, Shankar dasgupta songs, Kanhaiya lal, Shankar dasgupta, Hindi gaane, Suman kalyanpur songs, Gam ki hui haar lo jeet gaya pyar, Suman kalyanpur, Suman kalyanpur hits