Kaisa Jadu Kiya
Dil Bekabu Kiya
Sapno Me Dil Liya
Aisa Kya Kah Diya
Har Kali Ki Mahak
Rang Kaliya Dhanak
Sab Hai Tujhpe Fida
Ab Na Hona Juda Janejana
Main Tumko Saanso Me
Basa Ke Palko Me
Daricho Se Jhanku Main
Jee Bhar Ke
Main Tumko Saanso Me
Basa Ke Palko Me
Daricho Se Jhanku Main
Jee Bhar Ke
Pass Ho Tum Mere Ya Ho Mujhse Juda
Meri Har Ek Najar
Tumko Degi Sada
Har Kali Ki Mahak
Rang Kaliya Dhanak
Sab Hai Tujhpe Fida
Ab Na Hona Juda Janejana
Mere Dil Ki Kya Hai
Batau Main Kaise
Bitaye Hai Kaise Din Gin Gin Ke
Mere Dil Ki Kya Hai
Batau Main Kaise
Bitaye Hai Kaise Din Gin Gin Ke
Dhadkano Ki Kasam
Tumse Leke Main Gham
Pyar Tumse Karu
Tumko Apna Kahu
Har Kali Ki Mahak
Rang Kaliya Dhanak
Sab Hai Tujhpe Fida
Ab Na Hona Juda Janejana
Kaisa Jadu Kiya
Dil Bekabu Kiya
Sapno Me Dil Liya
Aisa Kya Kah Diya
Har Kali Ki Mahak
Rang Kaliya Dhanak
Sab Hai Tujhpe Fida
Ab Na Hona Juda Janejana
Kaisa Jaadu Kiya Song Lyrics from the movie/album Naam - Remix (Album) released in the year 2018. The song Kaisa Jaadu Kiya was sung by Ali Haider
Share your thoughts