(Kaho Kaha Chale Jahan Tum Ley Chalo
Phir Bhee Manjil Kaha, Jaha Hamse Milo) – (2)
(Pyar Kaa Safar Toh Divana Aa Aa Aa………
Khabar Nahee (kaha Liye Jaye Mastana -2)) – (2)
Mod Aaye Jahan Wahan Milke Chalo
Phir Bhee Manjil Kaha, Jaha Hamse Milo
Kash Ghata Jara Barase Hu Hu Hu……..
Lipat Raha (sajan Se Jee Bharake -2)
Kash Ghata Jara Barase Ae Hey Hey Hey…..
Lipat Raha (sajan Se Jee Bharake -2)
Rang Uthe Sama Aaj Aise Milo
Phir Bhee Manjil Kaha, Jaha Hamse Milo
Barakha Kee Dekho Rang Raliya La La La……….
Bunde Nahee (tumpe Luta Rahee Kaliya -2)
Dil Toh Kahe Janey Jaa Ae Hey Hey Hey
Ruk Jaa Yahee (aage Kahee Nahee Jana -2)
Yahee Dil Me Baso, Yahee Dil Me Khilo
Phir Bhee Manjil Kaha, Jaha Hamse Milo
Kaho Kaha Chale Jahan Tum Ley Chalo Song Lyrics from the movie/album Bulandi (1980). The song Kaho Kaha Chale Jahan Tum Ley Chalo was sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. The music was given by R D Burman. The lyrics were Penned by Majrooh Sultanpuri
Share your thoughts