Kabhi Toh Aasman Se Chaand Utare Song Lyrics from the movie/album Tum Toh Nahin Ho (Jagjit Singh) released in the year 2018. The song Kabhi Toh Aasman Se Chaand Utare was sung by Jagjit Singh

Kabhi Toh Aasman Se Chaand Utare Lyrics

Kabhi To Aasmaa Se Chaand Utre
Jaam Ho Jaaye
Kabhi To Aasmaa Se Chaand Utre
Jaam Ho Jaaye
Tumhare Naam Ki Ek Khoobsurat
Shaam Ho Jaaye
Tumhare Naam Ki Ek Khoobsurat
Shaam Ho Jaaye
Kabhi To Aasmaa Se Chaand Utre
Jaam Ho Jaaye

Wo Mera Naam Sun Kar
Kuch Zara Sharma Se Jaate Hai
Wo Mera Naam Sun Kar
Kuch Zara Sharma Se Jaate Hai
Bahut Mumkin Hai
Kal Iska Mohabbat Naam Ho Jaaye
Bahut Mumkin Hai
Kal Iska Mohabbat Naam Ho Jaaye

Zara Sa Muskura Kar Haal Puchho
Dil Bahal Jaaye
Zara Sa Muskura Kar Haal Puchho
Dil Bahal Jaaye
Hamara Kaam Ho Jaaye
Tumhara Naam Ho Jaaye
Hamara Kaam Ho Jaaye
Tumhara Naam Ho Jaaye
Kabhi To Aasmaa Se Chaand Utre
Jaam Ho Jaaye

Ujale Apni Yaado Ke
Hamare Saath Rehne Do
Ujale Apni Yaado Ke
Hamare Saath Rehne Do
Na Jaane Kis Gali Mein Zindagi Ki
Shaam Ho Jaaye
Na Jaane Kis Gali Mein Zindagi Ki
Shaam Ho Jaaye
Kabhi To Aasmaa Se Chaand Utre
Jaam Ho Jaaye
Tumhare Naam Ki Ek Khoobsurat
Shaam Ho Jaaye
Tumhare Naam Ki Ek Khoobsurat
Shaam Ho Jaaye
Shaam Ho Jaaye
Shaam Ho Jaaye

Share your thoughts

Jagjit singh, Kabhi toh aasman se chand jagjit singh, Jagjit singh ghazals, Jagjit singh songs, Ikko noor hai sabh de andar by jagjit singh, Hit ghazals of jagjit singh, Chitra singh, Ye bhi kya ahsaan kam hai-(wajida tabassum) by jagjit singh, Ghazals jagjit singh, Kabhi to aasman se chand utre, Jagjit singh ghazals old, Kabhi toh aasman se chand utre chandan das, Best of jagjit singh ghazals, Jagjit singh (musical artist), Kabhie to aasman se chand utre