Kabhi To Pura Tol Prani Song Lyrics from the movie/album Hamari Yaad Aayegi released in the year 2018 starring Anand Kumar, Ashok Sharma. This movie/album was directed by Kidar Sharma. The music was given by Snehal Bhatkar. The lyrics were Penned by Kedar Sharma

Kabhi To Pura Tol Prani Lyrics

Kabhi To Pura Tol Prani
Bhai Kabhi To Pura Tol Prani
Kabhi To Pura Tol
Tera Kya Lagega Mol
Radhe Krishan Bol Mukh Se
Radhe Krishan Bol

Kaya Ka Pinjra Dole Re
Kaya Ka Pinjra Dole Re
Ek Saans Ka Panchhi Bole
Panchhi Kaahe Hoth Udas
Tod Na Man Ki Aas Panchhi

Pinjra Lekar Ud Jaye Panchhi
Ja Saajan Ke Pass Panchhi
Main Nahi Makhan Khayo
Maiya Mori Main Nahi Makhan Khayo
Maiya Mori Main Nahi Makhan Khayo
Maanat Naahi Maat Yashoda
Maanat Naahi Maat Yashoda
Nandlal Ghabrayo
Nandlal Ghabrayo
Jhatpat Makhan Nigal Gayo
Aur Munh Phir Khol Dikhayo
Aa
Main Nahi Makhan Khayo
Maiya Mori Main Nahi Makhan Khayo

Tere Daya Dhram Nahi Man Me
Tere Daya Dhram Nahi Man Me
Mukhda Kya Dekhe Darpan Me
Mukhda Kya Dekhe Darpan Me
Kaudi Kaudi Maya Jode
Kaudi Kaudi Maya Jode
Uncha Mahal Banaye
Jab Yamraaj Bulawa Denge
Jab Yamraaj Bulawa Denge
Sab Kuch Chhod Ke Jaye
Bhagat Sab Yahin Dhara Raha Jaye
Bhagat Jab
Bolo Ram Ho Jaye

Share your thoughts

Hamari yaad aayegi, Kabhi to pura tol prani, Snehal bhatkar, Kabhi tanhaiyo me humari yaad ayegi, Hamari yad aayegi, Hamari yaad aayegi 1962, Best of snehal bhatkar, Hamaari, Aayegi, Lyrics, Farishton ki nagari mein, Purane gaane hindi gaane, Dard bhari ghazal, Mohammad rafi & suman kalyanpur duet songs, Purane gaane, Mubarak begum ke purane gane, Lata mangeshkar, Suman kalyanpur and rafi songs, Lata mangeshkar songs, Mohammad rafi hit songs, Purane gane, Mastkalandr