Kabhi Na Bigde Kisi Ki Motor Raste Me Song Lyrics from the movie/album Moti Mahal released in the year 2018 starring Ajit, Jeevan. The song Kabhi Na Bigde Kisi Ki Motor Raste Me was sung by Suraiya. This movie/album was directed by Ravindra Dave. The music was given by Hansraj Behl. The lyrics were Penned by Prem Dhawan

Kabhi Na Bigde Kisi Ki Motor Raste Me Lyrics

Kabhi Na Bigde Kisi Ki Moter Raste Me
Kabhi Na Bigde Kisi Ki Moter Raste Me
Khade Raho Bas Bebas Hokar Raste Me
Kabhi Na Bigde Kisi Ki Moter Raste Me

Kapde Ho Maile
Munh Kala Kala
Ho Wo Suraiya Ya Madhubala
Aa Ho
Ho Wo Suraiya Ya Madhubala
Bade Bade Bhi Ban Jaya Karte Hai Joker Raste Me
Bade Bade Bhi Ban Jaya Karte Hai Joker Raste Me
Kabhi Na Bigde Kisi Ki Moter Raste Me

Baar Baar Handle Ko Ghumaya
Dhakke De De Sar Chakraya
Dhakke De De Sar Chakraya
Nikal Gaya Hai Apna To Haye Re Kachumar Raste Me
Nikal Gaya Hai Apna To Haye Re Kachumar Raste Me
Kabhi Na Bigde Kisi Ki Moter Raste Me

Tel Pilaya Dala Pani
Par Jalim Ne Ek Na Mani
Par Jalim Ne Ek Na Mani
Yaad Aati Hai Humko Nani Ab Ro Ro Kar Raste Me
Yaad Aati Hai Humko Nani Ab Ro Ro Kar Raste Me
Kabhi Na Bigde Kisi Ki Moter Raste Me

Sach Kahti Hai Duniya Sari
Chalti Ka Hi Nam Hai Gadi
Chalti Ka Hi Nam Hai Gadi
Moter Bhi Chakda Hai Jab Ho Jaye Panchar Raste Me
Moter Bhi Chakda Hai Jab Ho Jaye Panchar Raste Me
Kabhi Na Bigde Kisi Ki Moter Raste Me
Khade Raho Bas Bebas Hokar Raste Me
Kabhi Na Bigde Kisi Ki Moter Raste Me

Share your thoughts

Suraiya, Hansraj, Kabhi, Mahal, Motor, Bigde, Bigade, Jaikishan, Classic songs, Jab tak hai jaan, Latest hindi songs, Armhole bada ho jaaye to use kaise sahi karen, Bhrashtachar songs, Armhole bada cut jaane per use kaise sahi karen, Is duniya mein kaun sunega, Bhrashtachar movie songs, Bollywood classical songs, Bhrashtachar full movie rekha, Rascals, Kl saigal, Rare hindi, Anu agrawal, Mohabbatein, Shahrukh khan, My name is khan, Armhole stitching