Kabhi Gareebo Se Pyar Kar Le Song Lyrics from the movie/album Kachcha Chor released in the year 2016 starring Randhir Kapoor, Rekha. The song Kabhi Gareebo Se Pyar Kar Le was sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. This movie/album was directed by Jambu. The music was given by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). The lyrics were Penned by Qamar Jalalabadi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Kabhi Gareebo Se Pyar Kar Le Lyrics

Kabhi Gareebo Se Pyar Kar Le
Jaa Tera Bhala Ho
Kabhi gareebo Se Pyar Kar Le
Jaa Tera Bhala Ho
Abhi Jara Intezar Karle
Jaa Tera Bhala Ho
Kabhi gareebo Se Pyar Kar Le
Jaa Tera Bhala Ho

Najar Fakiro Se Char Karle
Ja Tera Bhala Ho
Najar Fakiro Se Char Karle
Ja Tera Bhala Ho
Abhi Jara Intezar Karle
Ja Tera Bhala Ho
Hamare Dar Par Pukar Karle
Ja Tera Bhala Ho
Kabhi gareebo Se Pyar Karle
Ja Tera Bhal Ho

Tera Pahla Didar Jaise
Sawan Ka Khwab
Tera Pahla Didar Jaise
Sawan Ka Khwab
Tere Rangi Ye Hoth Jaise
Ghayal Sabab
Tere Naina Bechain Jaise
Pyasi Sharab
Tere Gile Hai Gal Jaise
Bhiga Gulab
Jaise Bhiga Gulab
Meri Fiza Ko Bahar Karle
Ja Tera Bhala Ho
Meri Fiza Ko Bahar Karle
Ja Tera Bhala Ho
Kabhi gareebo Se Pyar Karle
Ja Tera Bhala Ho
Najar Fakiro Se Char Karle
Ja Tera Bhala Ho

Meri Aankho Ke Teer
Jaye Sine Ko Chir
Meri Aankho Ke Teer
Jaye Sine Ko Chir
Kali Julfo Ka Jal Jaise
Shame Kashmir
Mile Unko Hasi
Jinki Achhi Takdir
Yaha Ranjhe Bina
Sabko Mile Na Heer
Sabko Mile Na Heer
Jatan Tu Chahe Hazar Karle
Ja Tera Bhala Ho
Jatan Tu Chahe Hazar Karle
Ja Tera Bhala Ho
Hamare Dar Par Pukar Karle
Ja Tera Bhala Ho
Abhi Jara Intezar Kar Le
Ja Tera Bhala Ho
Abhi Jara Intezar Kar Le
Ja Tera Bhala Ho

Tere Aashik Hai Hum
Kar Na Hampe Sitam
Tere Aashik Hai Hum
Kar Na Hampe Sitam
Pyar Aasan Nahi
Bada Mushkil Sanam
Na Mitegi Wafa Chahe
Mit Jaye Hum
Ye Nadi Aag Ki
Rakh De Kadam
Aao Rakh De Kadam
Jo Dub Jaye Wo Par Karle
Ja Tera Bhala Ho
Jo Dub Jaye Wo Par Karle
Ja Tera Bhala Ho
Abhi Jara Intezar Kar Le
Kabhi gareebo Se Pyar Kar Le
Hamare Dar Par Pukar Kar Le
Are Najar Faakiro Se Char Karle
Ja Tera Bhala Ho
Ja Tera Bhala Ho
Ja Tera Bhala Ho.

Share your thoughts

Amitabh bachchan, Rishi kapoor, Suman kalyanpur, Kamlesh avasthi, Zindagi imtihan leti hai, Shatrughan sinha, Dosti imtihan leti hai, Dillagi imtihan leti hai, Hema malini, Naseeb, Reena roy, Anwar hussain, Original video, Zindagi, Imtihan, Hai, Leti, Jaan, Dillagi, Diljalon, Hd video song, 4k video song, Full video song, Logon, Ki