Kab Tak Chhupega Song Lyrics from the movie/album Nirmaan released in the year 2016 starring Navin Nischol, Anupama. The song Kab Tak Chhupega was sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh). This movie/album was directed by Ravi Tandon. The music was given by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). The lyrics were Penned by Majrooh Sultanpuri. The music rights for song purely belongs to Saregama

Kab Tak Chhupega Lyrics

Kab Tak Chhupega Aye Jane Jana
Rup Tumhara Pyar Hamara
Kab Tak Chupega Aye Jane Jana
Rup Tumhara Pyar Hamara
Maja To Jab Hai Dekhe Jamana
Rup Tumhara Pyar Hamara
Kab Tak Chhupega Aye Jane Jana
Rup Tumhara Pyar Hamara
Maja To Jab Hai Dekhe Jamana
Rup Tumhara Pyar Hamara
Kab Tak Chhupega Aye Jane Jana
Rup Tumhara Pyar Hamara

Tumme Kya Hai Tumhe Bhi Nahi Malum
Pahlu Rakhte Tumhare Ang Kitne
Ban Chaman Ki Ruto Mein Bhi Na Hoga
Har Ada Me Chhupe Hai Rang Jitne
Kyu Na Ujagar Ho Ye Bahara
Rup Tumhara Pyar Hamara
Kab Tak Chhupega Aye Jane Jana
Rup Tumhara Pyar Hamara

Muskurake Uthao Jara Palke
Julf Chehre Pe Udne Do Chahe
Aisi Taswir Khechu Ke Duniya
Tumko Dekhe Mujhko Sarahe
Saare Jahan Ko Kar De Deewana
Rup Tumhara Pyar Hamara
Kab Tak Chhupega Aye Jane Jana
Rup Tumhara Pyar Hamara
Maja To Jab Hai Dekhe Jamana
Rup Tumhara Pyar Hamara
Kab Tak Chhupega Aye Jane Jana
Rup Tumhara Pyar Hamara.

Share your thoughts

No Keywords