Kaash Ek Din Aisa Bhi Aaye, Waqt Ka Pal Pal Tham Jaaye
Saamne Bas Tum Hi Raho Aur Umarr Gujar Jaae
O O O O O O……………
Kaash Ek Din Aisa Bhi Aaye, Waqt Ka Pal Pal Tham Jaaye
Pyaar Ruk Na Paaye Chaahe Saansein Theher Jaaye
O O O O O O……………
Tujhe Dekhkar Tujhe Sochkar Maine Jo Pal Jiya Tha
Use Dil Ke Hi Kisi Kone Mein, Bas Kaid Kar Liya Tha
Kuchh Aur Lamhe Tumse Mile Toh, Duniya Sawar Jaaye
O O O O O O……………
Mere Dil Ko Tum Churaake Sanam Nazarein Nahi Churaana
Kisi Baat Par Kisi Mod Par, Mujhse Na Rooth Jaana
Aisa Na Ho Ke Dil Mera Tute Aur Bikhar Jaaye
O O O O O O……………
Kaash Ek Din Aisa Bhi Aaye, Waqt Ka Pal Pal Tham Jaaye
Pyaar Ruk Na Paaye Chaahe Saansein Theher Jaaye
O O O O O O……………
Kaash Ek Din Aisa Bhi Aaye Song Lyrics from the movie/album Showbiz. The song Kaash Ek Din Aisa Bhi Aaye was sung by Shaan, Shreya Ghoshal. The music was given by Lalit Pandit
Share your thoughts