Jo Tere Sang Song Lyrics from the movie/album Blood Money. The song Jo Tere Sang was sung by Mustafa Zahid. The music was given by Jeet Ganguly. The lyrics were Penned by Sayeed Quadri

Jo Tere Sang Lyrics

(Jo Tere Sang Kaati Raatein Jiye Jo Haseen Lamhe
Jo Tere Sang Baati Baatein Bune Jo Haseen Sapne
Woh Toh Hai Ab Bhi Wohi Khade Banke Sawaali
Dekhe Hai Tera Rasta Honthon Pe Leke Shikwa
Woh Ghar Kyun Bhul Gaye Todh Gaye Chodh Gaye Jannat Jo Tha) – 2

(Manga Jo Chaaha Jo Dekha Jo Mila Wohi..
Kaha Jo Socha Jo Kiya Jo Hua Wohi..) – 2
Raahon Mein Mujhko Khushi Phulon Ke Jaise Mili
Honthon Pe Mere Hassi Kaliyon Ke Jaise Khili
Woh Ghar Kyun Bhul Gaye Todh Gaye Chodh Gaye
Jannat Jo Tha

Saathiya

(Mere Hi Ishaaron Pe Chale Hai Waqt Bhi..
Main Hoon Woh Khiladi Jisne Sabko Maat Di..) – 2
Nahin Hai Mujhsa Koi Maine Jo Mitti Chhui
Haan Woh Bhi Sona Hui Jalta Mujhse Har Koi
Woh Ghar Kyun Bhul Gaye Todh Gaye Chodh Gaye
Jannat Jo Tha
Jo Tere Sang Kaati Raatein Jiye Jo Haseen Lamhe
Jo Tere Sang Baati Baatein Bune Jo Haseen Sapne
Woh Toh Hai Ab Bhi Wohi Khade Banke Sawaali
Dekhe Hai Tera Rasta Honthon Pe Leke Shikwa
Woh Ghar Kyun Bhul Gaye Todh Gaye Chodh Gaye
Jannat Jo Tha

Share your thoughts

Blood money, Blood money song, Blood money full movie hindi, Blood money all songs, Blood money full movie, Blood money full movie hd 1080p hindi, Jo tere sang blood money, Mustafa zahid, Chaahat blood money lyrics, Chaahat blood money remix, Chaahat blood money full song, Chaahat blood money, Chaahat blood money hd 1080p, Jo tere sang mustafa zahid, Mustafa zahid new songs, Mustafa zahid songs, Mustafa zahid song bhula dena, Nlood money all songs, Blood, Money