Jo Pyaar Karta Hai Song Lyrics from the movie/album Yeh Raaste Hain Pyaar Ke released in the year 2013 starring Ajay Devgan, Madhuri Dixit. The song Jo Pyaar Karta Hai was sung by Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Manohar Shetty. This movie/album was directed by Deepak Shivdasani. The music was given by Darshan Rathod, Sanjeev Rathod. The lyrics were Penned by Anand Bakshi. The music rights for song purely belongs to Tips Music

Jo Pyaar Karta Hai Lyrics

Kisi Ki Aankhon Ka Kajal Ban Jata Hai
Kisi Ki Zulfon Ka Badal Ban Jata Hai
Kisi Ke Pido Ka Ghayal Ban Jata Hai
Jo Pyaar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai
Pagal Ban Jata Hai
Jo Pyar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai
Pagal Ban Jata Hai
Kisi Ki Aankhon Ka Kajal Ban Jata Hai
Kisi Ki Zulfon Ka Badal Ban Jata Hai
Kisi Ke Pido Ka Ghayal Ban Jata Hai
Jo Pyaar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai
Pagal Ban Jata Hai
Jo Pyar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai

Pyaar Mein Jeena Pyaar Mein Marna
Aaj Hi Kar Lo Jo Hai Karna
Der Bahut Ho Jayegi Warna
Aaj Ka Din Jo Guzar Gaya To
Kal Ban Jata Hai
Aaj Ka Din Jo Guzar Gaya To
Kal Ban Jata Hai
Jo Pyar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai
Pagal Ban Jata Hai
Pagal Ban Jata Hai

Yaadein Umangein Armaan Sapne
Sab Ke Yahan Ghar Apne Apne
Yeh Sach Hai Yeh Maana Sab Ne
Shahed Yeh Dil Ka Ujde To Jungle Ban Jaata Hai
Shahed Yeh Dil Ka Ujde To Jungle Ban Jaata Hai
Jo Pyar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai
Pagal Ban Jata Hai
Pagal Ban Jata Hai

Dil Deta Hai Jaan Leta Hai
Amrit Mein Vish Bhar Deta Hai
Jeena Mushkil Kar Deta Hai
Pyar Kabhi Har Ek Mushkil Ka Hal Ban Jata Hai
Pyar Kabhi Har Ek Mushkil Ka Hal Ban Jata Hai
Jo Pyar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai
Pagal Ban Jata Hai
Pagal Ban Jata Hai
Kisi Ki Aankhon Ka Kajal Ban Jata Hai
Kisi Ki Zulfon Ka Badal Ban Jata Hai
Kisi Ke Pido Ka Ghayal Ban Jata Hai
Jo Pyaar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai
Pagal Ban Jata Hai
Jo Pyar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai
Pagal Ban Jata Hai
Jo Pyar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai
Pagal Ban Jata Hai.

Share your thoughts

Yeh raaste hain pyaar ke bahasa indonesia, Yeh raaste hain pyaar ke full movie, Yeh raaste hain pyaar ke full movie bahasa indonesia, Yeh raaste hain pyaar ke subtitle indonesia, Yeh raaste hain pyaar ke text indonesia, Yeh raaste hain pyaar ke full movie subtitle indonesia, Madhuri dixit, Jo pyaar karta hai, Jo pyaar karta hai pagal ban jata hai full movie, Ajay devgan and madhuri dixit love song, Sanjeev darshan, Movie yeh raaste hain pyaar ke