??jiyege Magar Muskura Na Sakenge
Jiyege Magar Muskura Na Sakenge
Ki Ab Zindgi Me Mohabbat Nahi Hai
Mohabbat Nahi Hai
Labo Pe Taraane Ab Aa Na Sakenge
Labo Pe Taraane Ab Aa Na Sakenge
Ki Ab Zindagi Me Mohabbat Nahi Hai
Mohabbat Nahi Hai
Bahaare Chaman Me Jab Aaya Karegi
Nazaaro Ki Mahfil Sajaya Karegi
Bahaare Chaman Me Jab Aaya Karegi
Nazaaro Ki Mahfil Sajaya Karegi
Nazare Bhi Humko Hansa Na Sakenge
Nazare Bhi Humko Hansa Na Sakenge
Ki Ab Zindagi Me Mohabbat Nahi Hai
Mohabbat Nahi Hai
Jawani Jo Layegi Sawan Ki Raate
Zamana Karega Mohabbat Ki Baate
Jawani Jo Layegi Sawan Ki Raate
Zamana Karega Mohabbat Ki Baate
Magar Hum Ye Sawan Mana Na Sakenge
Magar Hum Ye Sawan Mana Na Sakenge
Ki Ab Zindagi Me Mohabbat Nahi Hai
Mohabbat Nahi Hai
Labo Pe Taraane Ab Aa Na Sakenge
Ki Ab Zindagi Me Mohabbat Nahi Hai
Mohabbat Nahi Hai
Jiyenge Magar Muskuraa Na Sakenge Song Lyrics from the movie/album Info NA released in the year 2018. The song Jiyenge Magar Muskuraa Na Sakenge was sung by Mukesh. The lyrics were Penned by Kaif Irfani
Share your thoughts