Jiska Koi Nahi Uska Khuda Hai Yaaro Song Lyrics from the movie/album Chupke Chupke - Live In Concert (Ghulam Ali) released in the year 2018. The song Jiska Koi Nahi Uska Khuda Hai Yaaro was sung by Ghulam Ali

Jiska Koi Nahi Uska Khuda Hai Yaaro Lyrics

Jiska Koi Bhi Nahi
Uska Khuda Hain Yaro
Jiska Koi Bhi Nahi
Uska Khuda Hain Yaro
Main Nahi Kahta
Kitaabon Me Likha Hain Yaro
Jiska Koi Bhi Nahi
Jiska Koi Bhi Nahi
Jiska Koi Bhi Nahi
Uska Khuda Hain Yaro
Main Nahi Kahta
Kitaabon Me Likha Hain Yaro
Jiska Koi Bhi Nahi
Jiska Koi Bhi Nahi

Intjaar Aaj Ke Din Ka Tha
Badi Muddat Se
Intjaar Aaj Ke Din Ka Tha
Badi Muddat Se
Aaj Usne Mujhe Divana Kaha Hain Yaaro
Aaj Usne Mujhe Divana Kaha Hain Yaaro

Mudkar Ke Dekhu To Kidhar
Aur Sada Du To Kise
Mudke Dekhun To Kidhar
Mudke Dekhu
Mudke Dekhun
Mudkar Ek Dekhun To Kidhar
Aur Sada Du To Kise
Mere Manjhi Ne Mujhe
Chhod Diya Hain Yaro
Mere Manjhi Ne Mujhe
Chhod Diya Hain Yaro

Koi Deta Hain Duaayen
To Ye Jal Uthata Hain
Koi Deta Hain Duaayen
Koi Deta Hain Duaayen
To Ye Jal Uthata Hain
Mera Jivan Kisi
Mandir Ka Diya Hain Yaaro
Mera Jivan Kisi
Mandir Ka Diya Hain Yaaro

Main Andhere Me Rahun
Ya Main Ujaale Me Rahun
Main Andhere Me Rahun Rahun Rahun
Main Andhere Me Rahun
Ya Main Ujaale Me Rahun
Aisa Lagta Hain Koi Dekh Raha Hain Yaaro
Aisa Lagta Hain Koi Dekh Raha Hain Yaaro
Jiska Koi Bhi Nahi
Uska Khuda Hain Yaro
Main Nahi Kahta
Kitaabon Me Likha Hain Yaro
Jiska Koi Bhi Nahi
Jiska Koi Bhi Nahi
Yaaro Raaro Yaaro

Share your thoughts

Ghulam ali, Ghulam, Jiska koi bhi nahin uska khuda hai yaro, Ghulam ali concert, The best from ghulam ali concerts, Ghulam ali ghazals, Ghulam ali songs, Humko kiske gham ne maara with lyrics, Ghulam ali khan, Chupke, Chupke chupke, Humko kiske gham ne maara original song, Jiska, Humko kiske gham ne maara, Abdullah k ghar se khuda ka noor bhi karne wala hai, Ghulam ali ghazals best collection, Jiska koi bhi, Khuda, Ghazal ghulam ali