Jinko Yaad Naa Aaye Humaari
Jinko Yaad Naa Aaye Humaari
Unki Yaad Sataaye Kyu Ho Sataaye Kyu
Jin Nainan Me Preet Nahi Thi
Jin Nainan Me Preet Nahi Thi
Unse Nain Milaaye Kyu Ho Milaaye Kyu
Jinko Yaad Naa Aaye Humaari
Jinko Yaad Naa Aaye Humaari
Unki Yaad Sataaye Kyu Ho Sataaye Kyu
Hans Leti Hun Ro Leti Hun
Hans Leti Hun Ro Leti Hun
Ansuvan Haar Piro Leti Hai
Ansuvan Haar Piro Leti Hai
Rona Hai
Takdeer Me Jinki Rona Hai
Takdeer Me Jinki
Unko Koi Rulaaye Kyu
Ha Rulaaye Kyu
Jin Nainan Me Preet Nahi Thi
Unse Nain Milaaye Kyu Ho Milaaye Kyu
Chhupk Chhupke Nain Mila Ke
Ho Chhupk Chhupke Nain Mila Ke
Bhul Gaye Vo Apna Banake
Bhul Gaye Vo Apna Banake
Baalam Hi Jab Nahi Apnaate
Baalam Hi Jab Nahi Apnaate
Unki Yaad Sataaye Kyu Ho Sataaye Kyu
Jinko Yaad Naa Aaye Humaari
Unki Yaad Sataaye Kyu Ho Sataaye Kyu
Jinko Yaad Na Aaye Song Lyrics from the movie/album Sona Chandi released in the year 2018 starring Suresh, Chandni. The song Jinko Yaad Na Aaye was sung by Zohrabai Ambalewali. This movie/album was directed by R D Parinja. The music was given by Tufail Faruqui. The lyrics were Penned by Wali Sahab
Share your thoughts