Aa Aa Aa Aa Aa……
Kismat Ki Lakiron Ne Yeh Kya Jaal Bichha Daala – (2)
Ik Naajuk Si Jaan Ko (uljhan Mein Fasa Daala -2)
Ari Apana Gaana Ga Apana
Jindagi Ko Jina Hai Toh Suno Yeh Payaam
Baaton Ko Nahi Yahaan Kaam Ko Salaam
Soch Nahi Yaar Mere Soch Buri Cheej Hai
Jine Ki Toh Bas Ik Yahin Tarkeeb Hai
Banake Sayaana Maal Paani Kamaana Sikh Le
Hai Na Baabu, (jindagi Ko Jina Hai Toh Suno Yeh Payaam Re
Baaton Ko Nahi Yahaan Kaam Ko Salaam Re) – (3)
Jindagi Ko Jina Hai Toh (Sad) Song Lyrics from the movie/album Masoom (1996). The song Jindagi Ko Jina Hai Toh (Sad) was sung by Anand Raj Anand, Arun Bakshi, Jolly Mukherjee, Sadhana Sargam. The music was given by Anand Raj Anand. The lyrics were Penned by Anand Raj Anand
Share your thoughts