Ji Liya Song Lyrics from the movie/album Aks released in the year 2016. The song Ji Liya was sung by Akash (Band). The music was given by Akash (Band). The lyrics were Penned by Akash (Band)

Ji Liya Lyrics

Dekhe Jo Khawab Na Poore Huwe
Aankhon Main Jalte Hain Ghum Ke Diye
Khawab Humare Adhoore Rahe
Raste Woh Pyaare Na Apne Huwe
Kya Karun
Kaisay Jiyun
Yuhn Ghut Ghut Ke Kab Tak Jiyun

Ji Liya Pi Liya
Zeher Zindagi Ka
Ji Liya Pi Liya
Zeher Zindagi Ka

Jeenay Ka Maqsad Na Koi Raha
Tera Wajood Na Mera Raha
Khud Se Huwa Hoon Main Na Ashna
Hokar Tera Bhi Na Tera Raha
Kya Karun
Kaisay Jiyun
Yun Ghut Ghut Ke Kab Tak Jiyun

Ji Liya Pi Liya
Zeher Zindagi Ka
Ji Liya Pi Liya
Zeher Zindagi Ka

Kyun Dukh Ye Sahoon
Main Kaisay Jiyun
Kyun Dukh Ye Sahoon
Main Kaisay Jiyun
Ji Liya Pi Liya
Zeher Zindagi Ka
Ji Liya Pi Liya
Zeher Zindagi Ka.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Akash, Ji liya | akash the band | akash musik, Akash musik, Akash sam, Akash the band, This is akash, Akash musik songs, Akash band, This is akash prank, Aakash, Akaash, This is akash vlogs, Oriya song, Krishna priya, Oriya, Krishna kanhaiya, Shyam ji ka mandir, Prakash solanki na nava video, Krishan bhajan, Sanwariya girdhari, Aashik aawara songs, Riya, Aakaash, Akash's, (akash), Sandhya, Prakash solanki new video, Laxmikant pyarelal music