Jhumri Talaiya Se Pahuchi Song Lyrics from the movie/album Hitler released in the year 2018 starring Shilpa Shirodkar, Kader Khan. This movie/album was directed by T L V Prasad

Jhumri Talaiya Se Pahuchi Lyrics

Ae Ae Come On Come On
Everybody Sing And Enjoy
Aauch Aagaya Re
Jhumri Talaiya Se
Pahunchi Nainital Mein
Jhumri Talaiya Se
Pahunchi Nainital Mein
Khabar Mili Milega
Wo Mujhko Bhopal Mein
Munda Koi Na Fasa
Yaar Itne Saal Mein
Saal Mein Saal Mein Saal Mein
Jhumri Talaiya Se
Pahunchi Nainital Mein
Khabar Mili Milega
Wo Mujhko Bhopal Mein

Are Gore Gore Gal Gal Pe
Kala Kala Til Haye
Shayar Pe Likhe Shayari
Aashiq Dede Dil Are Waah
In Aankho Ki Neende Leke Are Waah Re

In Aankho Ki Neende Leke
Mera Chain Chura Ke
Na Jaane Wo Katil Mera
Kaha Chhupa Hai Jaake
Main To Dubi Rehti Hu
Uske Khayal Mein
Main To Dubi Rehti Hu
Uske Khayal Mein
Khabar Mili Milega
Wo Mujhko Bhopal Mein
Munda Koi Na Fasa
Yara Itne Saal Mein
Saal Mein Haye Saal Mein Saal Mein
Are Jhumri Talaiya Se
Pahunchi Nainital Mein
Khabar Mili Milega
Wo Mujhko Bhopal Mein

O Meri Jaan Ka Dushman Ban Gaya
Mera Yeh Joban
Koi Na Suljhaye Aake
Meri Yeh Uljhan
Uske Pyar Mein Pagal Hoke
Uske Pyar Mein Pagal Hoke
Ban Gayi Main Deewani
Aise Hi Na Dhal Jaaye
Meri Bharpur Jawani
Pana Hai Pana Use
To Har Haal Mein
Are Pana Hai Pana Use
To Har Haal Mein
Khabar Mili Milega
Wo Mujhko Bhopal Mein
Munda Koi Na Fasa
Yaro Itne Saal Mein
Saal Mein Haye Saal Mein Saal Mein
Jhumri Talaiya Se
Pahunchi Nainital Mein
Khabar Mili Milega
Wo Mujhko Bhopal Mein

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Jhumri talaiya se pahuchi, Jhumri talaiya se pahunchi, Jhumri talaiya se pahuchi lyrics, Jhumri talaiya se pahuchi songs, Hitler, Hitler songs, Hitler jukebox, Jhumeri talaiya, Jhumeri talaiya song, Yeh hai jhumri talaiya full episode, Jhumri telaiya song, Hitler movie, Jhumeri talaiya jagga jasoos song, Tu meri murgi lyrics, Hitler 1998 songs, Talaiya, Hitler (1998), Meri chunri pe sabki nazar, Jhumri, Hindi songs lyrics