Jhuka Jhuka Ke Nazaar Song Lyrics from the movie/album Mere Sartaj released in the year 2016 starring Satish Kaul, Zahira. The song Jhuka Jhuka Ke Nazaar was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Abdul Rashid Kardar. The music was given by Ravi Shankar Sharma (Ravi). The lyrics were Penned by Mehboob Sarwar. The music rights for song purely belongs to Saregama

Jhuka Jhuka Ke Nazaar Lyrics

Jhuka Jhuka Ke
Nazar Yu Uthai Jati Hai
Jhuka Jhuka Ke
Nazar Yu Uthai Jati Hai
Ke Jaise Shama
Bhujakar Jalai Jati Hai
Jhuka Jhuka Ke
Nazar Yu Uthai Jati Hai
Jhuka Jhuka Ke Nazar

Zaban Jalti Hai
Jiske Bayan Karne Se
Zaban Jalti Hai
Jiske Bayan Karne Se
Wo Dasta To
Nazar Se Sunai Jati Hai
Wo Dasta To
Nazar Se Sunai Jati Hai
Jhuka Jhuka Ke Nazar

Anokhi Bat Hai
Karti Hai Aur Bhi Ruswa
Anokhi Bat Hai
Karti Hai Aur Bhi Ruswa
Dilo Me Jitni
Mohabbat Chhupai Jati Hai
Dilo Me Jitni
Mohabbat Chhupai Jati Hai
Jhuka Jhuka Ke Nazar

Ye Log Dekhenge
Kaise Dhua Mohabbat Ka
Ye Log Dekhenge
Kaise Dhua Mohabbat Ka
Ye Aag Wo Hai Jo
Dil Me Lagai Jati Hai
Ye Aag Wo Hai Jo
Dil Me Lagai Jati Hai
Jhuka Jhuka Ke Nazar

Churake Dil Ko Mere
Muskura Ke Kahte Hai
Churake Dil Ko Mere
Muskura Ke Kahte Hai
Churane Wali Har Ek
Shay Churai Jati Hai
Churane Wali Har Ek
Shay Churai Jati Hai
Jhuka Jhuka Ke Nazar

Zamana Kyu Hai Mohabbat
Ke Nam Ka Dushman
Zamana Kyu Hai Mohabbat
Ke Nam Ka Dushman
Ye Chij Wo Hai Jo
Har Dil Me Pai Jati Hai
Ye Chij Wo Hai Jo
Har Dil Me Pai Jati Hai
Jhuka Jhuka Ke
Nazar Yu Uthai Jati Hai
Ke Jaise Shama
Bhujakar Jalai Jati Hai
Jhuka Jhuka Ke
Nazar Yu Uthai Jati Hai
Jhuka Jhuka Ke Nazar.

Share your thoughts

Rare parody song | aksar koi kadka iss haal mein | maze le lo 1975, Ravi shankar sharma songs, Mohammed rafi songs, Mohammad rafi & minoo purushottam, Sharma ke agar yun pardanashi, Mere paas aao nazar toh milao, Sahir ludhianvi, Kishore kumar.mukesh.mohammed rafi.o.p.nayyar, Dharmendra.hema malini.music director: roshan, Best of sahir, Chaudhavin ka chand, Shriramcharitmanas, Bharat bhushan, Lata mangeshkar, Lata mangeshkar songs, Lata mangeshkar old songs, Shri ram vivah