Jeena Kaisa Ho Pyar Bina Jeena Kaisa, Yaar Bina Dil Ko Laga Ke Bhi Song Lyrics from the movie/album Kathputli released in the year 2018 starring Jeetendra, Mumtaz. The song Jeena Kaisa Ho Pyar Bina Jeena Kaisa, Yaar Bina Dil Ko Laga Ke Bhi was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Brij. The music was given by Kalyanji Anandji. The lyrics were Penned by Indeevar

Jeena Kaisa Ho Pyar Bina Jeena Kaisa, Yaar Bina Dil Ko Laga Ke Bhi Lyrics

Jina Kaisa Ho Pyar Bina Jina Kaisa Ho Yaar Bina Dil Ko Laga Ke Bhi
Arman Jaga Ke Bhi Pyar Ke Har Pal Ko Ragin Bana Ke Bhi
Jina Kaisa Ho Pyar Bina Us Din Ek Sahab Mile Milte Hi Wo
Kahne Lage Oo My Darling I Love You
Mai Boli Par Maine To Aap Ko Kabhi Dekha Nahi
Hans Ke Bole Vaise Maine Bhi Aap Ko Kaha Dekha Hai
Maine To Apke Back Balance Ko Dekha Hai Madam
Kyo Ki Mai Bank Manajar Hu

Zindagi Hai Wo Pyar Me Gujare Jo
Mainegar Wala Nahi Sacha Pyar
Zindagi Hai Wo Pyar Me Gujare Jo
Din Gujarne Ko Kyu Zindagi Kahte Ho
Humko Bhula Hans Ke Hansa Ke
Dhum Macha Ke Ji Tu Dhum Macha Ke Ji
Jina Kaisa Ho Pyar Bina Jina Kaisa
Ho Yaar Bina Dil Ko Laga Ke Bhi
Arman Jaga Ke Bhi Pyar Ke Har Pal Ko Ragin Bana Ke Bhi
Jina Kaisa Ho Pyar Bina

Us Din Ek Majnu Mile Milte Hi Wo Kahne Lage
Pane Ko Tera Pyar Kar Sakta Hu Samundr Par
Jo Tune Kiya Inkar To Ho Jayega Banta Dhar
Jaan De Dunga Jahar Kha Lunga Mai
Dar Gayi Ha Kar Gayi Mai Boli Abhi Chalo
Mere Dady Se Milo To Wo Bole Abhi
Abhi Kaha Bahar Baris Ho Rahi Hai
Mai Bhiga Aur Mujhe Jukam Ho Gaya To

Hai Chahne Wala Wo Har Hal Me Chahe Jo
Hai Chahne Wala Wo Har Hal Me Chahe Jo
Kurbani Se Jo Dare Pyar Nahi Hai Wo Sukh Dukh Tu Sathi Banke
Pyar Nibha Ke Ji Tu Pyar Nibha Ke
Ji Jina Kaisa Ho Pyar Bina Jina Kaisa
Ho Yaar Bina Dil Ko Laga Ke Bhi Arman Jaga Ke Bhi
Pyar Ke Har Pal Ko Ragin Bana Ke Bhi
Jina Kaisa Ho Pyar Bina Jina Kaisa Ho Yaar Bina

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Kalyanji anandji songs, Kalyanji anandji special, Kalyanji anandji, Kalyanji anandji hit songs, O saathi re tere bina kiya jeena, Asha bhosle songs, Asha bhosle, Apni toh jaise taise lyrics, Hits of kalyanji – anandji, O saathi re lyrics, Kalyanji & anandji (composer), Kalyanji – anandji, O saathi re tere bina bhi kya jeena, Best of kalyanji anandji, O sathi re tere bina kya jeena, Zeenat aman, Yaara o yaara ram teri ganga maili, O saathi re with english lyrics