Zawani Ka Guzra Zamana Mujhe Yad Aane Laga
Jadu Sa Chane Laga Hai Dil Gungunane Laga Hai
Dil Gungunane Laga Hai
Jadu Sa Chane Laga Hai Dil Gungunane Laga Hai
Mera Mehman Walla Meri Jan Walla
Ho Gaya Kurban Walla Kya Maja Aane Laga Hai
Jadu Sa Chane Laga Hai Dil Gungunane Laga Hai
Kya Chand Utra Jami Pe Kya Rat Hai Ilahi
Kya Rat Hai Ilahi
Humko Mila Jo Wo Teri Saugat Hai Ya Ilahi
Rukh E Roshan Se Utha Jo Parda
Tere Jalwo Se Ye Mera Dil Ye Jagmagane Laga
Jadu Sa Chane Laga Hai Dil Gungunane Laga Hai
Dil Gungunane Laga Hai
Yu Apni Basti Me Lake Na Ched Bate Banake
Na Ched Bate Banake
Ab Sharam Kaisi Tujhe Mai Laya Hu Dulhan Banake
Mai To Sharmau Haye Mari Jau
Mera Diwana Sanam Ye Kya Sitam Dhane Laga Hai
Jadu Sa Chane Laga Hai Dil Gungunane Laga Hai
Dil Gungunane Laga Hai
Ya Khuda Maine Jo Dua Mangi
Meri Dua Ka Aaj Asar Aane Laga Hai
Jadu Sa Chane Laga Hai Dil Gungunane Laga Hai
Dil Gungunane Laga Hai
Zawani Ka Guzra Zamana Mujhe Yad Aane Laga
Jadu Sa Chane Laga Hai Dil Gungunane Laga Hai
Dil Gungunane Laga Hai
Jadu Sa Chane Laga Hai Dil Gungunane Laga Hai
Jawaani Ka Guzra Zamaana Use Yaad Aane Laga Hai Song Lyrics from the movie/album Waqt Ki Deewar released in the year 2018 starring Sanjeev Kumar, Jeetendra. The song Jawaani Ka Guzra Zamaana Use Yaad Aane Laga Hai was sung by Mohammed Rafi, Asha Bhosle, Manna Dey. This movie/album was directed by Ravi Tandon. The music was given by Laxmikant Pyarelal. The lyrics were Penned by Anjaan
Share your thoughts