Paani Chhan Vicho Kaa Pita Ve Tere Vicho Rab Disda
Tenu Sajda Ee Taa Kita
Aaye Jaaye Dil Teri Janib Aana Jaana Lagta Hai Wajib
Ishq Me Tere Dil Hai Musafir
Bhula Dhadkane Teri Khatir Hai Ye Waaste Tere Haazir
Ishq Me Tere Dil Hai Musafir
Neende Bhi Le Gaye Mujhe Yu De Gaye Bechainiya
Bechainiya
Aaye Jaaye Dil Teri Janib Aana Jaana Lagta Hai Wajib
Dil Musafir Hai Tere Ishq Me

Din Dhadakne Lage Hai Tujh Me Saans Lene Lagi Hai Raate
Kal Talak Lafz Bhi Nahi The Aaj Hone Lagi Hai Baate

Teri Main Ho Gayi Tabhi Toh Kho Gayi Tanhaiya
Tanhaiya
Aaye Jaaye Dil Teri Janib Aana Jaana Lagta Hai Wajib
Dil Musafir Hai Tere Ishq Me
Aaye Jaaye Dil Teri Janib Aana Jaana Lagta Hai Wajib
Dil Musafir Hai Tere Ishq Me
Bin Tere Ye Jahaa Ab Nahi Tu Hai Jahaa Rab Hai Wahi
Tu Hai Toh Hai Maayne Mere Warna Koi Mera Matlab Nahi

Yaado Me Hai Tu Hi Khwabo Me Hai Teri Parchaiyaa
Aaye Jaaye Dil Teri Janib Aana Jaana Lagta Hai Wajib
Dil Musafir Hai Tere Ishq Me
Aaye Jaaye Dil Teri Janib Aana Jaana Lagta Hai Wajib
Dil Musafir Hai Tere Ishq Me
Janib, Dil Musafir Hain Ishq Me Tere (Female) Song Lyrics from the movie/album Dilliwaali Zaalim Girlfriend released in the year 2018 starring Divyendu Sharma, Ira Dubey. The song Janib, Dil Musafir Hain Ishq Me Tere (Female) was sung by Sunidhi Chauhan. This movie/album was directed by Japinder Kaur. The music was given by Jatinder Shah. The lyrics were Penned by Kumaar
Share your thoughts