Jane Kyu Bar Bar Bar Mera Dil
Mujhe Kahe Us Se Mil Mujhe Kahe Us Se Mil
Jane Kyu Bar Bar Bar Mera Dil
Mujhe Kahe Us Se Mil Mujhe Kahe Us Se Mil
Jane Kyu Bar Bar Bar Mera Dil
Mujhe Kahe Us Se Mil Mujhe Kahe Us Se Mil
Jisse Milte Nahi Bilkul Hi Khayalat Tere
Kyu Pareshan Hai Uske Liye Zazbat Tere
Jab Bhi Wo Mujhse Mila Usne Sataya Mujhe
Mujhko Bura To Laga Phir Bhi Wo Bhaya Mujhe
Jab Bhi Wo Mujhse Mila Usne Sataya Mujhe
Mujhko Bura To Laga Phir Bhi Wo Bhaya Mujhe
Jane Kyu Bar Bar Bar Mera Dil
Mujhe Kahe Us Se Mil Mujhe Kahe Us Se Mil
Jo Tere Husn Ki Tohin Kare Us Se Na Mil
Jo Kisi Dusri Saztaz Pe Mare Us Se Na Mil
Mujhko To Jo Bhi Dekhe Raho Me Aahe Bhare
Mai Kyu Kisi Pe Maru Mujhpe Zamana Mare
Jane Kyu Bar Bar Bar Mera Dil
Mujhe Kahe Us Se Mil Mujhe Kahe Us Se Mil
Ho Sake To Koi Sangin Saza Do Usko
Tere Kabil Nahi Wo Dil Se Bhula De Usko
Usko Bhulau Kaise Itna Bata Do Mujhko
Uska Irada Kya Hai Kuch To Bata Do Mujhe
Usko Bhulau Kaise Itna Bata Do Mujhko
Uska Irada Kya Hai Kuch To Bata Do Mujhe
Jane Kyu Bar Bar Bar Mera Dil
Mujhe Kahe Us Se Mil Mujhe Kahe Us Se Mil
Jane Kyu Bar Bar Bar Mera Dil
Mujhe Kahe Us Se Mil Mujhe Kahe Us Se Mil
Jane Kyon Bar Bar Mera Dil Mujhe Kahe Us Se Mil Song Lyrics from the movie/album Paisa Ya Pyar released in the year 2018 starring Biswajeet, Mala Sinha. The song Jane Kyon Bar Bar Mera Dil Mujhe Kahe Us Se Mil was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Javar Sitaraman. The music was given by Ravi. The lyrics were Penned by Sahir Ludhianvi
Share your thoughts