Janam Janam Kaa Saath Hai Nibhaane Ko Song Lyrics from the movie/album Tumse Achha Kaun Hai released in the year 2018 starring Shammi Kapoor, Babita. The song Janam Janam Kaa Saath Hai Nibhaane Ko was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Pramod Chakravorty. The music was given by Shankar Jaikishan. The lyrics were Penned by Hasrat Jaipuri

Janam Janam Kaa Saath Hai Nibhaane Ko Lyrics

Janam-janam Ka Saath Hai Nibhane Ko
Sau-sau Bar Maine Janam Liye
Janam-janam Ka Saath Hai Nibhane Ko
Sau-sau Bar Maine Janam Liye
Janam-janam Ka Saath Hai Nibhane Ko
Sau-sau Bar Maine Janam Liye

Pyar Amar Hai Duniya Me
Pyar Kabhi Nahi Marta Hai
Pyar Amar Hai Duniya Me
Pyar Kabhi Nahi Marta Hai
Maut Badan Ko Aati Hai
Ruh Ka Jalwa Rahta Hai
Janam-janam Ka Saath Hai Nibhane Ko
Sau-sau Bar Maine Janam Liye
Janam-janam Ka Saath Hai Nibhane Ko
Sau-sau Bar Maine Janam Liye

O Shahjadi Sapno Ki Itni Tu Hairaan Na Ho
O Shahjadi Sapno Ki Itni Tu Hairaan Na Ho
Mai Bhi Tera Sapna Hu
Jaan Mujhe Anjan Na Ho
Janam-janam Ka Sath Hai Nibhane Ko
Sau-sau Bar Maine Janam Liye
Janam-janam Ka Sath Hai Nibhane Ko
Sau-sau Bar Maine Janam Liye

Tu Manzil Mai Raahi Hu
Ek Din Tujhko Paunga
Tu Manzil Mai Raahi Hu
Ek Din Tujhko Paunga
Kaun Mujhe Ab Rokega
Hardam Yuhi Aaunga
Janam-janam Ka Saath Hai Nibhane Ko
Sau-sau Bar Maine Janam Liye
Janam-janam Ka Saath Hai Nibhane Ko
Sau-sau Bar Maine Janam Liye
Janam-janam Ka Saath Hai Nibhane Ko
Sau-sau Bar Maine Janam Liye
Janam-janam Ka Saath Hai Nibhane Ko
Sau-sau Bar Maine Janam Liye

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Janam janam ka saath hai, Janam janam ka saath hai nibhaane ko, Tumse achha kaun hai, Janam janam ka saath hai tumse achha kaun hai, Tumse achha kaun hai janam janam ka saath hai, Janam janam ka saath hai mohammed rafi, Janam janam ka saath hai lyrics, Lyrics of janam janam ka saath hai, Janam janam ka saath hai nibhane ko karaoke, Janam janam ka saath hai with lyrics, Janam, Mohammed rafi tumse achha kaun hai, Janam janam ka saath hai tumhara hamara