Jajabor Song Lyrics from the movie/album MTV Roadies 10 : Battle For Glory released in the year 2015. The song Jajabor was sung by Angaraag Mahanta (Papon), Raghu Ramalingam. This movie/album was directed by Raghu Ram, Rannvijay Singh, Rajiv Laxman. The music was given by Angaraag Mahanta (Papon). The lyrics were Penned by Raghu Ramalingam

Jajabor Lyrics

Jajabor Xima Biheen Mon Mur
Luitor Dore Boi Jaam Bohu Duur
Badha Di Raakhibo Kune Muk
Kobaal Xutor Goti Mur

Naksh E Kadmon Pe Chalna
Bechaara Khwaab Hai
Seedhi Sadkon Pe Rehna
Aadat Kharaab Hai

Duniya Anjaan Ye
Kora Kaagaz Dikhe
Paaon Ke Kalam Se
Nayi Raahein Likhein
Apna Toh Ye Hisaab Hai
Jajabor Ja Ja
Jajabor Ja Ja

Khidkiyon Se Chai Peete Hue
Baarish Ka Lete Mazaa
Par Bheegne Se Darein

Hum Woh Nahin Jo Saahilon Se
Toofaan Ka Nazaara Karein

Na Main Aaina
Na Koi Aks Hoon
Tum Jo Bhi Ho
Jab Main Tum Nahin
Tumhaari Tarah Phir Kyun Banoon

Jojobor Xima Biheen Mon Mur
Luitor Dore Boi Jaam Bohu Duur
Badha Di Raakhibo Kune Muk
Kobaal Xutor Goti Mur

Duniya Anjaan Ye
Kora Kaagaz Dikhe
Paaon Ke Kalam Se
Nayi Raahein Likhein

Apna Toh Ye Hisaab Hai
Chhoda Iraada
Rehne Ka Mehfooz
Hai Naamanzoor Tumhaare
Jeene Ka Kaayda

In Daayron Mein
In Sarhadon Mein
Hai Kya Faayda

Hai Aasmaan
Armaan Ka Pataa
Raah Gumshuda Ho
Par Kadam Yun Badhein
Ke Manzil Bhi Kahe Marhaba

Naksh E Kadmon Pe Chalna
Bechaara Khwaab Hai
Seedhi Sadkon Pe Rehna
Aadat Kharaab Hai

Duniya Anjaan Ye
Kora Kaagaz Dikhe
Paaon Ke Kalam Se
Nayi Raahein Likhein
Apna Toh Ye Hisaab Hai
Jajabor Ja Ja
Jajabor Ja Ja.

Share your thoughts

No Keywords