Jab Mere Samne Chand Hai Song Lyrics from the movie/album Chahat released in the year 2016. The song Jab Mere Samne Chand Hai was sung by Anuradha Paudwal, Nitin Mukesh Chand Mathur. The music was given by Shyam (Shyam - Surender), Surender (Shyam - Surender). The lyrics were Penned by Rani Malik. The music rights for song purely belongs to T-Series

Jab Mere Samne Chand Hai Lyrics

Jab Mere Samne Chand Hai
Jab Mere Samne Chand Hai
Aasman Ki Taraf Kyon Uthaun Nazar
Jab Mere Samne Chand Hai
Aasman Ki Taraf Kyon Uthaun Nazar
Chaandani Ki Jarurat Nahi
Chaandani Ki Jarurat Nahi
Pyar Ki Roshani Mein Hain Itna Asar
Jab Mere Samne Chand Hai

Jab Se Tera Ye Saath Milla
Dil Ki Dhadkan Hosh Mein Hain
Jab Se Tera Ye Saath Milla
Dil Ki Dhadkan Hosh Mein Hain
Ab Na Sapne Hum Dekhenge
Jaane Mann Aahosh Mein Hain
Teri Aankhon Mein Jo Noor Hain
Teri Aankhon Mein Jo Noor Hain
Kar Sakega Na Sooraj Bhi Aisi Saher
Jab Mere Samne Chand Hai

Jab Se Chahat Mein Duba Hoon
Tab Se Milli Parwaaz Mujhe
Jab Se Chahat Mein Duba Hoon
Tab Se Milli Parwaaz Mujhe
Duniya Ki Parwaah Na Aaj Koi
Apni Mohabbat Pe Naaz Mujhe
Sar Gamee Aashiqana Sadda
Sar Gamee Aashiqana Sadda
Aaj Dhaayegi Kasam Se Keher
Jab Mere Samne Chand Hai
Aasman Ki Taraf Kyon Uthaun Nazar

Chaandani Ki Jarurat Nahi
Chaandani Ki Jarurat Nahi
Pyar Ki Roshani Mein Hain Itna Asar
Jab Mere Samne Chand Hai.

Share your thoughts

Anuradha, Shyam, Paudwal, Anuradha paudwal, Shyam surinder, Surinder, Chahat, Anuradha paudwal bhakti songs, Anuradha paudwal devotional songs, Anuradha paudwal devi songs, Mukesh, Anuradha paudwal songs, Anuradha paudwal old songs, Nitin mukesh, Chand chupta hai, Chand chhupta hai, Nitin mukesh songs, Srima narayan dhuni suresh wadkar, Suraj aur chanda, Nitin, Gaane sune ansune, Hey nile gagan ke tale song lyrics, Shoma anand, Anand bakshi songs