Jab Bhi Aankho Me
Ashk Bhar Aaye
Jab Bhi Aankho Me
Ashk Bhar Aaye
Log Kuchh Dubte Nazar Aaye
Jab Bhi Aankho Me
Ashk Bhar Aaye
Jab Bhi Aankho Me
Ashk Bhar Aaye
Log Kuchh Dubte Nazar Aaye
Jab Bhi Aankho Me
Ashk Bhar Aaye
Muddaten Ho Gayi Shahar Dekhe
Muddaten Ho Gayi Shahar Dekhe
Koi Aahat
Koi Khabar Aaye
Koi Aahat
Koi Khabar Aaye
Log Kuchh Dubte Nazar Aaye
Jab Bhi Aankho Me
Ashk Bhar Aaye
Chaand Jitane Bhi Gum Huye Shak Ke
Chaand Jitane Bhi Gum Huye Shak Ke
Sabke Ilzaam
Mere Sar Aaye
Sabke Ilzaam
Mere Sar Aaye
Log Kuchh Dubte Nazar Aaye
Jab Bhi Aankho Me
Ashk Bhar Aaye
Mujhko Apna Pata Thikana Mile
Mujhko Apna Pata Thikana Mile
Wo Bhi Ik Baar Mere Ghar Aaye
Wo Bhi Ik Baar Mere Ghar Aaye
Log Kuchh Dubte Nazar Aaye
Jab Bhi Aankho Me
Ashk Bhar Aaye
Jab Bhi Ankhon Me Song Lyrics from the movie/album Visaal (Ghulam Ali) released in the year 2018. The song Jab Bhi Ankhon Me was sung by Ghulam Ali. The music was given by Ghulam ali. The lyrics were Penned by Gulzar
Share your thoughts