Jaane Thi Kaisi Raahon Mein Ye Jindagi
Jaane Thi Kaisi Raahon Mein Ye Jindagi
Chhaayi Thi In Nigaahon Mein Berangi Si
Phir Hamko Mil Gaye Tum
To Ab Saare Mausamo Mein
Ghul Gaye Hai Rang Se
To Ab Saare Mausamo Mein
Ghul Gaye Hai Rang Se
Jaane Thi Kaisi Raahon Mein Ye Jindagi
Chhaayi Thi In Nigaahon Mein Berangi Si
Phir Hamko Mil Gaye Tum
To Ab Saare Mausamo Mein
Ghul Gaye Hai Rang Se
To Ab Saare Mausamo Mein
Ghul Gaye Hai Rang Se
Jaane Thi Kaisi Raahon Mein Ye Jindagi
Tum Bin Tha Lagta Kuchh Kho Gaya Hai
Kisko Bataate Kya Ho Gaya Hai
Tum Bin Kahe Kya Kaisi Kami Thi
Palkon Mein Chhupke Rehti Nami Thi
Jaane Thi Kaisi Raahon Mein Ye Jindagi
Chhaayi Thi In Nigaahon Mein Berangi Si
Phir Hamko Mil Gaye Tum
To Ab Saare Mausamo Mein
Ghul Gaye Hai Rang Se
Jaane Thi Kaisi Raahon Mein Ye Jindagi
Tum Mil Gaye Ho
To Sab Mila Hai
Jine Ka Hamko Matlab Mila Hai
Ab Muskuraata Har Ek Pal Hai
Lagta Hai Jina Kitna Sehal Hai
Jaane Thi Kaisi Raahon Mein Ye Jindagi
Chhaayi Thi In Nigaahon Mein Berangi Si
Phir Hamko Mil Gaye Tum
To Ab Saare Mausamo Mein
Ghul Gaye Hai Rang Se
Jaane Thi Kaisi Raahon Mein Yeh Jindagi Song Lyrics from the movie/album Strangers released in the year 2018 starring Kay Kay Menon, Jimmy Sheirgill. The song Jaane Thi Kaisi Raahon Mein Yeh Jindagi was sung by Lata Mangeshkar, Vinay Tiwari. This movie/album was directed by Anand L Rai. The music was given by Vinay Tiwari. The lyrics were Penned by Javed Akhtar
Share your thoughts