Main Naya Namazi Hoon Tere Jahaan Ka
Kaayde Na Jaanu Waqt De Zara Sa
Galiyan Purani Hai Ye
Jaani Pehchani Hai Ye
Phir Bhi Nayi Si Kyun Lag Rahi
Baithe Bithaaye Yun Hi Uddne Lage Hai Kahin
Jaane Ye Hawayein Kaisi Lag Rahi
Teri Khushboo Mein Hai Mera Pata
Mujhko Dhundh Lo Aao Na
Tera Hi Asar
Haaye Ishq Ka Itar Ishq Ka Itar
Dil Ye Tar-ba-tar
Haaye Ishq Ka Itar Ishq Ka Itar
Tera Hi Asar
Haaye Ishq Ka Itar-ishq Ka Itar
Dil Ye Tar-ba-tar
Haaye Ishq Ka Itar-ishq Ka Itar
Puri Puri Dopehar Mein Dolta Patang Sa
Aake Mujhko Tu Jo Thaam Le
Rooh Tak Mein Hoti Jaati Meethi Si Hararate
Jab Kabhi Tu Mera Naam Le
Zikar Gulabi Tera, Jitna Hai Utna Hi
Main Bhi Gulabi Ab Ho Raha
Nazamo Ki Duniya Mein Rahne Laga Hoon
Waise Thoda Kitaabi Main Bhi Ho Raha
Saare Panno Par Tu Hi Tu Likha
Khud Ko Dhundh Lo Aao Na
Tera Har Zikar
Haaye Ishq Ka Itar-ishq Ka Itar
Dil Ye Tar-ba-tar
Haaye Ishq Ka Itar-ishq Ka Itar
Tera Hi Asar
Haaye Ishq Ka Itar-ishq Ka Itar
Maine Na Maangi Kabhi Jo Dua Mein
Phir Bhi Na Jaane Kaise Hua Ye
Kiski Mehar Hai Ye Kiska Asar
Mujhko To Koi Samjha De Koi Ye
Paagal Tere Pyar Mein
Ishq Ka Itar-dil Ye Tar-ba-tar
Tera Hi Asar-ishq Ka Itar
Teri Khushboo Mein Hai Mera Pata
Mujhko Dhundh Lo Aao Na
Panne Panne Par Tu Hi Tu Likha
Khud Ko Dhundh Lo Aao Na
Tera Har Zikar
Haaye Ishq Ka Itar-ishq Ka Itar
Dil Ye Tar-ba-tar
Haaye Ishq Ka Itar-ishq Ka Itar
Dil Ye Tar-ba-tar
Haaye Ishq Ka Itar-ishq Ka Itar.
Ishq Ka Itar Song Lyrics from the movie/album Bamfaad released in the year 2021 starring Aditya Rawal, Shalini Pandey. The song Ishq Ka Itar was sung by Vishal Mishra. This movie/album was directed by Ranjan Chandel. The music was given by Vishal Mishra. The lyrics were Penned by Raj Shekhar. The music rights for song purely belongs to Zee Music Company
Share your thoughts