Is Manko Ik Thes Lagi Song Lyrics from the movie/album Ek Nai Paheli released in the year 2015 starring Raaj Kumar, Hema Malini. The song Is Manko Ik Thes Lagi was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Subba Rao. The music was given by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). The lyrics were Penned by Anand Bakshi

Is Manko Ik Thes Lagi Lyrics

Is Man Ki Ek Thes Lagi Haye
Is Man Ki Ek Thes Lagi Haye
Chan Se Ye Dharpan
Chan Se Ye Dharpan Tut Gaya
Is Man Ki Ek Thes Lagi Haye
Is Man Ki Ek Thes Lagi

Ye Mere Geeto Ke Mukhade
Ye Mere Geeto Ke Mukhade
Tute Hue Siso Ke Tukade
Mai In Ko Na Joad Saki Haye
Mai In Ko Na Joad Saki Haye
Aaina Hath Se Chhuat Gaya Haye
Is Man Ki Ek Thes Lagi Haye
Is Man Ki Ek Thes Lagi

Nayi Nayi Rat Din Ki Paheliya
Nayi Nayi Rat Din Ki Paheliya
Mai Akeli Kitni Saheliya
Nayi Nayi Rat Din Ki Paheliya
Mai Akeli Kitni Saheliya
Mai Akeli Kitni Saheliya

Hoye Dukho Ko Chhoad Ke
Khusiyo Ka Matlab Puch Ke
Hoye Dukho Ko Chhoad Ke
Khusiyo Ka Matlab Puch Ke
Sawan Gaye Patjhad Gaye
In Saheliyo Ko Puch Ke
Mere Man Se Kare Atheliya
Mai Akeli Kitni Saheliya
Mai Akeli Kitni Saheliya
Nayi Nayi Rat Din Ki Paheliya
Mai Akeli Kitni Saheliya
Nayi Nayi Rat Din Ki

Sapna Salona Hai
Sapna Salona Hai
Tan Man Hai Kya Bas Mati Ka
Koi Khilona Hai
Sapna Salona Hai
Sapna Salona Hai

Beete Dino Beeti Raato Ko
Beete Dino Beeti Raato Ko
Karke Yaad Sabhi Baato Ko
Hasna Hai Rona Hai
Hasna Hai Rona Hai
Sapna Salona Hai
Sapna Salona Hai
Tan Man Hai Kya Bas Mati Ka
Koi Khilona Hai
Sapna Salona Hai
Sapna Salona Hai.

Share your thoughts

No Keywords