Is Duniya Me Kuchh Insaan Song Lyrics from the movie/album Grihalakshmi released in the year 2013 starring Shahu Modak, Nazir. The song Is Duniya Me Kuchh Insaan was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Raman B. Desai. The music was given by Avinash Vyas. The lyrics were Penned by Bharat Vyas. The music rights for song purely belongs to Saregama

Is Duniya Me Kuchh Insaan Lyrics

Is Duniya Me Kuchh Insaan
Apni Bhule Se Anjan
Jo Kuch Karte Kshmajh Na Pate
Unko Kshma Karo Bhagwan

Teri Marji Bina Na Hote
Jag Me Sanj Savere
Teri Marji Bina Na Hote
Jag Me Sanj Savere
Kaise Vo Apradh Karenge
Bina Ishare Tere
Kaise Vo Apradh Karenge
Bina Ishare Tere
Tu Palak Vo Balak Tere
Tu Data Vo Nadan
Unko Akkshma Karo Bhagwan
Is Duniya Me Kuchh Insaan
Apni Bhule Se Anjan
Jo Kuch Karte Kshmajh Na Pate
Unko Kshma Karo Bhagwan

Jo Sat Ka Path Bhul Ke Batke
Paap Ke Andhiyare Me
Jo Sat Ka Path Bhul Ke Batke
Paap Ke Andhiyare Me
Unko Raah Dikha Ke Lao
Gyan Ke Ujhiyare Me
Unko Raah Dikha Ke Lao
Gyan Ke Ujhiyare Me
Vo Agani Bhul Gaye Hai
Bale Bure Ki Pehchan
Is Duniya Me Kuchh Insaan
Apni Bhule Se Anjan
Jo Kuch Karte Kshmajh Na Pate
Unko Kshma Karo Bhagwan
Is Duniya Me Kuchh Insaan
Apni Bhule Se Anjan.

Share your thoughts

Avinash vyas, Shahu modak, Best of avinash vyas, Nazir husain, Asha bhosle songs, Kaam na aayega yeh duniya, Avinash, Duniya, Lyrics, Insan-grihalaxmi, Tu chhupi hai kahan, Aadha hai chandrama, Nalini chonker, Piya milan ki aas, Gangaa jamunaa saraswathi, Sagun hansda, Shankar sita ansuya movie songs, Indira bansal, Kari kari kari andhiyari thi raat, Niranjan sharma, Diwana hua badal, Shankar seeta ansuya, Shyamal shyamal baran, Hindi classical songs hd