Is Dil Ka Bharos Kya Song Lyrics from the movie/album Chand Ke Paar Chalo released in the year 2018 starring Preeti Jhangiani, Shakti Kapoor. The song Is Dil Ka Bharos Kya was sung by Kumar Sanu, Shreya Ghoshal. This movie/album was directed by Mustafa Engineer

Is Dil Ka Bharos Kya Lyrics

Tumhari Yaad Mein Jalna Ajeeb Lagta Hain
Dheere Dheere Se Pighalna Ajeeb Lagta Hain
Saari Duniya Ke Badalne Se Mujhe Fark Nahi
Bas Ek Tera Badalna Ajeeb Lagta Hain

Hai Dil Ko Khabar Dil Jaane Hain
Kya Dil Mein Hai Pehchaane Hain
Hai Dil Ko Khabar Dil Jaane Hain
Kya Dil Mein Hai Pehchaane Hain
Dil Hi Jaane Hain Aa Dil Hi Jaane Hain
Jinke Liye Barbaad Hue Hain
Jinke Liye Barbaad Hue Hain
Woh Anjaani Hain Jo Bhi Gujarti Hain Iss Dil Pe
Jo Bhi Gujarti Hain Iss Dil Pe
Dil Hi Jaane Hain Dil Hi Jaane Hain
Hai Dil Ko Khabar Dil Jaane Hain
Kya Dil Mein Hai Pehchaane Hain
Hai Dil Ko Khabar Dil Jaane Hain
Kya Dil Mein Hai Pehchaane Hain
Dil Hi Jaane Hain Dil Hi Jaane Hain

Hmmm Hmm Hmm Hmm Haaaa Ha Ha Ha
Bas Itana Sa Hai Afasana Jo Tha Apna Ab Begana
Dil Tha Paagal Dil Tha Deewana
Gair Ko Tha Jo Apna Mana Gair Ko Tha Jo Apna Mana
Iss Dil Ka Bharosa Kya Kya Iska Thikana Hain
Woh Baat Sune Dil Jise Chain Ganwana Hain
Iss Dil Ka Bharosa Kya Kya Iska Thikana Hain
Woh Baat Sune Dil Jise Chain Ganwana Hain
Lootega Dil Yeh Tootega Dil Yeh
Lootega Dil Yeh Tootega Dil Yeh
Hamein Dil Se Kya Hain Yaara
Iss Dil Ka Bharosa Kya Kya Iska Thikana Hain
Woh Baat Sune Dil Jise Chain Ganwana Hain
Woh Heere Gayi Woh Ranjhe Gaye
Woh Laila Gayi Woh Majnu Gaye

Bedard Bada Hai Dil Sanam Na Aana Isaki Chaal Mein
Jeena Mushkil Ho Jaayega Dil Na Dena Kisi Haal Mein
Dil Na Lagana Deewani Karta Hain Yeh Manmaani
Dil Na Lagana Deewani Karta Hain Yeh Manmaani
Bedard Bada Hai Dil Sanam Na Aana Isaki Chaal Mein
Jeena Mushkil Ho Jaayega Dil Na Dena Kisi Haal Mein
Hmmm Hmm Hmm Hmm Hey Ha Ha Ha
Dil Hi Hansata Hain Dil Hi Rulata Hain
Dilwala Dil Ki Duniya Basata Hain
Jiske Liye Woh Sab Kuchh Lutata Hain
Ek Din Wahi Phir Kyon Dil Todd Jata Hain
Dil Todd Jata Hain Naakam Kare Badnaam Kare
Naakam Kare Badnaam Kare Iss Ne Sabko Mara
Iss Dil Ka Bharosa Kya Kya Iska Thikana Hain
Woh Baat Sune Dil Jise Chain Ganwana Hain
Woh Heere Gayi Woh Ranjhe Gaye
Woh Laila Gayi Woh Majnu Gaye

Hai Dil Ko Khabar Dil Jaane Hain
Kya Dil Mein Hai Pehchaane Hain
Hai Dil Ko Khabar Dil Jaane Hain
Kya Dil Mein Hai Pehchaane Hain
Woh Heere Gayi Woh Ranjhe Gaye
Woh Laila Gayi Woh Majnu Gaye
Hai Dil Ko Khabar Dil Jaane Hain
Kya Dil Mein Hai Pehchaane Hain
Hai Dil Ko Khabar Dil Jaane Hain
Kya Dil Mein Hai Pehchaane Hain
Hai Dil Ko Khabar Dil Jaane Hain
Kya Dil Mein Hai Pehchaane Hain
Hai Dil Ko Khabar Dil Jaane Hain
Kya Dil Mein Hai Pehchaane Hain
Yeh Main Jaanu Mera Rabb Jaane
Kaisi Uljhan Hain Seene Mein
Kaise Kahun Kitni Mushkil
Hain Bin Tere Ab Jeene Mein
Woh Heere Gayi Woh Ranjhe Gaye
Woh Laila Gayi Woh Majnu Gaye

Share your thoughts

Shreya ghoshal, Chand ke paar chalo, Shreya goshal, Chand ke paar chalo gane, Chand ke paar chalo all songs, Shreya ghosal, Chand ke paar chalo movie song gana, Chand ke paar chalo movie hd, Chand ke paar chalo jukebox, Chalao na naino se lyrics, Chand ke paar chalo movie song hd, Chand ke paar chalo movie jukebox, Chand ke paar chalo movie song mp3, Chand ke paar chalo movie song status, Chand ke paar chalo movie song full hd, Yaara tere warga jass manak, Shreya, Ghoshal