Insaan Khilona Hai Haalat Ke Hath Ka Song Lyrics from the movie/album Kasam Bhawani Ki released in the year 2018. The song Insaan Khilona Hai Haalat Ke Hath Ka was sung by Mohammed Rafi. The music was given by Usha Khanna. The lyrics were Penned by Indeevar

Insaan Khilona Hai Haalat Ke Hath Ka Lyrics

Insaan Khilona Hai Haalat Ke Haath Ka
Insaan Khilona Hai Haalat Ke Haath Ka
Khudgarz Hai Bedard Hai Ye Duniya
Yahan Mol Nahi Jazbaat Ka
Insaan Khilona Hai Haalat Ke Haath Ka

Do Gaj Jageh Nahi De Sakti
Jane Hua Hai Kya Dharti Ko
Do Jag Jageh Nahi De Sakti
Do Gaj Jageh Nahi De Sakti
Kandha Dene Wala Nahi Hai
Koi Apno Ki Arthi Ko
Ab Kya Bharosa Ho Logon Ki Baat Ka
Khudgarz Hai Bedard Hai Ye Duniya
Yahan Mol Nahi Jazbaat Ka
Insaan Khilona Hai Haalat Ke Haath Ka

Bin Karan Jaa Le Le Kisi Ki
Aisa Koi Haewaan Na Hoga
Bin Karan Jaa Le Le Kisi Ki
Aisa Koi Haewaan Na Hoga
Jitna Zaalim Aaj Ka Insaa
Itna To Shaetaan Na Hoga
Aadam Hua Dushman Aadam Ki Zaat Ka
Khudgarz Hai Bedard Hai Ye Duniya
Yahan Mol Nahi Jazbaat Ka
Insaan Khilona Hai Haalat Ke Haath Ka

Simat Raha Hai Pyaar Ka Daaman
Phele Hai Nafrat Ke Saae
Simat Raha Hai Pyaar Ka Daaman
Phele Hai Nafrat Ke Saae
Kya Jane Kab Kiska Sapna
Sachchai Se Takra Jaae
Na Maut Ki Hai Khabar Na Pata Hayaat Ka
Khudgarz Hai Bedard Hai Ye Duniya
Yahan Mol Nahi Jazbaat Ka
Insaan Khilona Hai Haalat Ke Haath Ka

Ye Kaisa Bandhan Hai Jisne Ye Kaisa Bandhan Hai Jisne
Pyar Diya Aur Sab Kuch Chheena
Ye Kesa Bandhan Hai Jisne
Pyar Diya Aur Sab Kuch Chheena
Saanse Hi Jab Khatm Ho Gayi
Tab Humko Ayaa Hai Jeena
Aya Janaaza Banke Sapna Baraat Ka
Khudgarz Hai Bedard Hai Ye Duniya
Yahan Mol Nahi Jazbaat Ka
Insaan Khilona Hai Haalat Ke Haath Ka

Share your thoughts

Insaan khilona hai haalat ke, Film kasam bhawani ki, Mohammed rafi, Kasam bhawani ki, Aaja teri yaad aayee lata mohammed rafi anand bakshi, Mohammed rafi and lata mangeshkar fight, Dil insaan kaa ek taraazu jo insaaf ko tole, Cold war between mohammed rafi & lata mangeshkar, Mohammed rafi aur kadar khan song, Kasam bhavani ki full hindi movie, Kasam bhavani ki, Mohammad rafi & lata mangeshkar hits, Khush rahe tu sada mohammed rafi, Kasam bhavani ki movie