Humne Apna Tumhe Song Lyrics from the movie/album Jitne Door Utne Paas released in the year 2015. The song Humne Apna Tumhe was sung by Lata Mangeshkar. The music was given by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra). The lyrics were Penned by Shakeel Badayuni. The music rights for song purely belongs to Saregama

Humne Apna Tumhe Lyrics

Aadmi Ka Dil Badal Deta Hai,
Paise Ka Nasha
Tumse Umeed-e-wafaa Thhi,
Tum Bhi Nikle Bewafaa Aaa
Hamne Apna Tumhe Samjhaa
Hamne Apna Tumhe Samjhaa,
Ye Badi Bhool Huyi
Hamne Apna Tumhe Samjha,
Ye Badi Bhool Huyi
Kar Liya Tum Pe Bharosaa,
Ye Badi Bhool Huyi
Hamne Apna Tumhe Samjhaa

Aaj Ham Dard Se,
Taqdeer Se Ghabaraayen Hain
Aaj Ham Dard Se,
Taqdeer Se Ghabaraayen Hain
Thes Khaayee Hai To Aansoo
Bhi Nikal Aaye Hain
Pehle Anjaam Na Sochaa
Ye Badi Bhool Huyi
Hamne Apna Tumhe Samjhaa,
Ye Badi Bhool Huyi
Hamne Apna Tumhe Samjhaa

Kyaa Khabar Thhi Ee Ee
Aa Aa Aa Aa Aa
Kyaa Khabar Thi Ke Tum
Is Tarah Badal Jaaoge
Is Tarah Badal Jaaoge
Tod Kar Pyaar Ke Waadey
Hamein Tadpaaoage
Hamne Dil Se Tumhe Chaaha,
Ye Badi Bhool Huyi
Hamne Apna Tumhe Samjhaa,
Ye Badi Bhool Huyi.

Share your thoughts

No Keywords