Hamein Aapse Shikaayat – 2 Na Hui Na Hai Na Hogi
Kisi Aur Se Mohabbat – 2 Na Hui Na Hai Na Hogi
Hamein Aapse Shikaayat Na Hui Na Hai Na Hogi
Kisi Aur Se Mohabbat Na Hui Na Hai Na Hogi
Yeh Din Yeh Mahine Gujarte Rahenge
Yeh Lamhe Yeh Pal Bhi Bikharte Rahenge
Magar Pyar Dilse Kabhi Kam Na Hoga – 2
Kabhi Bhi Judaai Ka Mausam Na Hoga
Kisi Aur Se Yeh Chaahat – 2
Na Hui Na Hai Na Hogi
Kisi Aur Se Mohabbat Na Hui Na Hai Na Hogi
Khayaalon Ki Duniya Basa Ke Rakhungi
Tumhen Dhadkanon Mein Chhupake Rakhungi
Deewana Banati Hai Hasrat Tumhari
Meri Zindahi Hai Yeh Surat Tumhari – 2
Kisi Aur Ki Jaroorat – 2
Na Hui Na Hai Na Hogi
Hamein Aapse Shikaayat Naa Hui Na Hai Na Hogi
Kisi Aur Se Mohabbat Naa Hui Na Hai Na Hogi
Humain Aapse Song Lyrics from the movie/album Aan - Men At Work. The song Humain Aapse was sung by Alka Yagnik, Sonu Nigam. The music was given by Anu Malik. The lyrics were Penned by Sameer
Share your thoughts