Hum Tum Dono Jab Mil Jayenge
Hum Tum Dono Jab Mil Jayenge
Ek Naya Ithihas Banayenge
Aur Agar Hum Na Mil Paye To
Aur Agar Hum Na Mil Paye To
To Bhi Ek Naya Ithihas Banayenge
Hum Tum Dono Jab Mil Jayenge
Sal Mahine Har Gaye Sal Mahine Har Gaye
Dil Jit Gaya Aur Judai Ka Lo Ek Din Bit Gaya
Gin Gin Ke Ye Duri Ke Din Yu Jina Mushkil Hai
Lekin Hum Phir Bhi Ji Kar Dikhlayenge
Hum Phir Bhi Ji Kar Dikhlayenge
Ek Naya Ithihas Banayenge
Hum Tum Dono Jab Mil Jayenge
Duniya Me Kitne Logo Ne Prem Kiya
Duniya Ne Kitne Premo Ka Khun Piya
Pyasi Talwar Nahi Rukti Kyu Iski Pyas Nahi Bujhti
Hum Duniya Ki Pyas Bujhayenge
Hum Duniya Ki Pyas Bujhayenge
Ek Naya Ithihas Banayenge
Hum Tum Dono Jab Mil Jayenge
Phir Ye Dil Dil Na Tadpta Rehata Hai
Jab Humse Bedard Zamana Kehata Hai
Milna Koi Do Khwabo Me Kitne Hai Naam Kitabo Me
Hum Unme Kyu Naam Likhayenge
Hum Unme Kyu Naam Likhayenge
Ek Naya Ithihas Banayenge
Aur Agar Hum Na Mil Paye To
To Bhi Ek Naya Ithihas Banayenge
Hum Tum Dono Jab Mil Jayenge
Hum Tum Dono Jab Mil Jayenge
Hum Tum Dono Jab Mil Jayenge Ek Naya Itihas Banayenge Song Lyrics from the movie/album Ek Duuje Ke Liye released in the year 2018 starring Kamal Haasan, Rati Agnihotri. The song Hum Tum Dono Jab Mil Jayenge Ek Naya Itihas Banayenge was sung by S P Balasubramaniam, Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by K Balachander. The music was given by Laxmikant Pyarelal. The lyrics were Penned by Anand Bakshi
Share your thoughts