Hum Tum Dono Jab Mil Jayen Song Lyrics from the movie/album Ek Duuje Ke Liye released in the year 2016 starring Kamal Haasan, Rati Agnihotri. The song Hum Tum Dono Jab Mil Jayen was sung by Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam. This movie/album was directed by K. Balachander. The music was given by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). The lyrics were Penned by Anand Bakshi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Hum Tum Dono Jab Mil Jayen Lyrics

Hum Tum Dono Jab Mil Jaayenge
Hum Tum Dono Jab Mil Jaayenge
Ek Naya Itihaas Banaayenge

Aur Agar Hum Na Mil Paaye To
Aur Agar Hum Na Mil Paaye To
To Bhi Ek Naya Itihaas Banaayenge
Hum Tum Dono Jab Mil Jaayenge

Saal Mahine Haar Gaye
Saal Mahine Haar Gaye
Dil Jit Gaya Aur Judaii Ka Lo Ek Din Biit Gaya
Gin Gin Ke Ye Duri Ke Din You Jina Mushkil Hai Lekin
Hum Phir Bhi Jiikar Dikhlayenge
Hum Phir Bhi Jiikar Dikhlayenge
Ek Naya Itihaas Banaayenge
Hum Tum Dono Jab Mil Jaayenge

Duniya Mein Kitne Logo Ne Prem Kiya
Duniya Ne Kitne Premon Ka Khoun Piya
Pyaasi Talwaar Nahin Roukti
Kyoun Iss Ki Pyaas Nahin Boujhti
Hum Duniya Ki Pyaas Boujhaayenge
Hum Duniya Ki Pyaas Boujhaayenge
Ek Naya Itihaas Banaayenge
Hum Tum Dono Jab Mil Jaayenge

La La La La La La La

Phir Ye Dil Deen Raat Tadaptaa Rehtaa Hain
Jab Hum Se Be-dard Zamaanaa Kehtaa Hain
Milna Koyi Jo Khwaabon Mein
Kitne Hain Naam Keetaabon Mein

Hum Unh Mein Kyoun Naam Likhaayenge
Hum Unh Mein Kyoun Naam Likhaayenge

Ek Naya Itihaas Banaayenge
Aur Agar Hum Na Mil Paaye To
To Bhi Ek Naya Itihaas Banaayenge
Hum Tum Dono Jab Mil Jaayenge
Hum Tum Dono Jab Mil Jaayenge.

Share your thoughts

Lata mangeshkar, Rati agnihotri, Ek duuje ke liye, S.p.-balasubrahmanyam, Solah baras ki bali umar ko salaam, Lata-mangeshkar, Hemantkumar musical group, Vaishali made live performance, Old song hindisong sadabaharsong, Vaishali made songs, Vaishali made singer, Sarrika singh, Vaibhav vashishtha songs, Vaibhav vashishtha singer, Vaishali made live, Salaam, Solah baras ki, Vaishali made, Ek duje ke liye, Hum tum dono jab, Vaishali mhade, Vaibhav vashishtha live