Hum Paraaye Mar Jayenge Hum Song Lyrics from the movie/album Tulsi Vivah released in the year 2016 starring Abhi Bhattacharya, Jayshree Gadkar. The song Hum Paraaye Mar Jayenge Hum was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Chandrakant. The music was given by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra). The lyrics were Penned by Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep). The music rights for song purely belongs to Saregama

Hum Paraaye Mar Jayenge Hum Lyrics

Hum Paraye Nahi Hai Suno Sajna
Apne Charno Ki Dhul Hame Samjho
Ek Din Jo Nichawar Hua Tum Par
Wohi Pooja Ka Phul Hame Samjho

Mar Jayenge Hum Fir Bhi Sajan Yahi Kahenge
Tumhare Rahe Hai Tumhare Rahenge
Mar Jayenge Hum Fir Bhi Sajan

Hum Uff Na Karenge Piya Tum Mar Lo Kode
Hum Uff Na Karenge Piya Tum Mar Lo Kode
Nari Wo Sati Hai Jo Kabhi Dharam Na Chode
Kabhi Dharam Na Chode
Jag Sukh Yaha Paye To Hum Dukh Bhi Sahenge
Tumhare Rahe Hai Tumhare Rahenge
Mar Jayenge Hum Fir Bhi Sajan

Ab To Piya Jhukne Laga Sansar Hai Tumko
Thokar Se Uda Do Hamko Adhikar Hai Tumko
Ab To Piya Jhukne Laga Sansar Hai Tumko
Thokar Se Uda Do Hamko Adhikar Hai Tumko
Ab Jahar Bhi De Doge To Hum Has Ke Piyenge
Tumhare Rahe Hai Tumhare Rahenge
Mar Jayenge Hum Fir Bhi Sajan

Nari To Hai Dunia Me Piya Ek Paheli
Nari To Hai Dunia Me Piya Ek Paheli
Yug Yug Se Rahi Hai Ye To Aasu Ki Saheli
Aasu Ki Saheli
Aasu Bhi Bahenge To Bhi Ye Kahke Bahenge
Tumhare Rahe Hai Tumhare Rahenge
Mar Jayenge Hum Fir Bhi Sajan Yahi Kahenge
Tumhare Rahe Hai Tumhare Rahenge
Mar Jayenge Hum Fir Bhi Sajan.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
No Keywords