Hum Intezaar Karenge Song Lyrics from the movie/album Bahu Begum released in the year 2016 starring Ashok Kumar, Pradeep Kumar. The song Hum Intezaar Karenge was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by M. Sadiq. The music was given by Roshanlal Nagrath (Roshan). The lyrics were Penned by Sahir Ludhianvi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Hum Intezaar Karenge Lyrics

Ham Intezar Karenge
Ham Intezar Karenge Tera Kayamat Tak
Khuda Kare Ke Kayamat Ho Aur Tu Aaye
Khuda Kare Ke Kayamat Ho Aur Tu Aaye
Ham Intjar Karenge

Bujhi Bujhi Si Najar Me Teree Talash Liye
Bhatkate Phirte Hai Ham Aap Apni Lash Liye
Yahi Junu Yahi Dehshat Ho
Yahi Junu Yahi Dehshat Ho Aur Tu Aaye
Khuda Kare Ke Kayamat Ho Aur Tu Aaye
Ham Intezar Karenge

Naa Denge Ham Tujhe Iljam Bewafayi Kaa
Magar Gila Toh Karenge Teree Judayi Kaa
Tere Khilaf Shikayat Ho
Tere Khilaf Shikayat Ho Aur Too Aaye
Khuda Kare Ke Kayamat Ho Aur Tu Aaye
Ham Intezar Karenge

Yeh Jindagi Tere Kadmo Me Dal Jayenge
Tujh Hi Ko Teree Amanat Sambhal Jayenge
Humara Aalame Rukhsat Ho
Humara Aalame Rukhsat Ho Aur Tu Aaye
Khuda Kare Ke Kayamat Ho Aur Tu Aaye
Ham Intezar Karenge.

Share your thoughts

Pradeep kumar, Hum intezar karenge, Hum intezar karenge tera qayamat tak mohammed rafi, Hum intezar karenge tera qayamat, Hum intezar karenge mohammed rafi, Meena kumari, Hum intezar karenge tera qayamat tak, Hum intezar karenge tera qayamat tak lyrics, Hum intezar karenge tera qayamat karaoke, Meena kumari songs, Mohammed rafi romantic songs, Mohammed rafi, Bahu begum, Hum intezar karenge karaoke, Roshanlal nagrath, Mohammed rafi sad songs, Mohammed rafi songs