Hum Phir Milenge Kahin Aapse
Shikwe Karenge Kahin Aapse
Najre Hans Kar Mili Aapse
Dil Ki Baate Na Ki Aapse
Humne Tumse Kan Koi Vada Kiya
Wo Jo Tabbasum Tere Labo Pe Khila
Tha Wo Ahde Wafa Gham
Najre Hans Kar Mili Aapse
Dil Ki Baate Na Ki Aapse
Hum Phir Milenge Kahin Aapse
Shikwe Karenge Kahin Aapse
Tumne Jo Dekha Wo To Bas Ek Khaab Tha
Khwaab Me Shisha Sangh Se Takra Gaya
Tumne Jo Dekha Wo To Bas Ek Khaab Tha
Khwaab Me Shisha Sangh Se Takra Gaya
Aaina Tujhko Sada
O Najre Hans Kar Mili Aapse
Dil Ki Baate Na Ki Aapse
Hum Phir Milenge Kahin Aapse
Shikwe Karenge Kahin Aapse
Hum Fir Milenge Song Lyrics from the movie/album Badalte Mausam released in the year 2018. The song Hum Fir Milenge was sung by Adnan Sami, Asha Bhosle. The music was given by Adnan Sami
Share your thoughts