(Hum Bhi Toh Hai Talabgaaro Mein Idhar Bhi Toh Aayiye
Are Aisi Bhi Kya Khata Huyi Hamase Gale Toh Mil Jaayiye) – (2)
Itane Dino Pe Mile Ho Toh Yeh Kya Ada Hai – (2)
Are Yeh Bhi Na Puchho Deewaane Tera Haal Kya Hai, Aao Na
Hum Bhi Toh Hai Talabgaaro Mein Idhar Bhi Toh Aayiye
Are Aisi Bhi Kya Khata Huyi Hamase Gale Toh Mil Jaayiye
Gussa Karo Na Jo Chhedu Main Julfein Tumhaari – (2)
Are Lagane Lipatane Ki Hai Thodi Aadat Hamaari, Dekho Na
Hum Bhi Toh Hai Talabgaaro Mein Idhar Bhi Toh Aayiye
Are Aisi Bhi Kya Khata Huyi Hamase Gale Toh Mil Jaayiye
Jaao Magar Yeh Bata Do Ke Phir Kab Miloge – (2)
Abb Jo Khile Mere Baahon Mein Phir Kab Khiloge, Bolo Na
(Hum Bhi Toh Hai Talabgaaro Mein Idhar Bhi Toh Aayiye
Are Aisi Bhi Kya Khata Huyi Hamase Gale Toh Mil Jaayiye) – (2)
Hum Bhi Toh Hai Talabgaaro Mein Song Lyrics from the movie/album Dhuan (1981). The song Hum Bhi Toh Hai Talabgaaro Mein was sung by Amit Kumar. The music was given by R D Burman
Share your thoughts