Hum Apne Gham Ka Afsana Song Lyrics from the movie/album Nagma -E -Mohabbat released in the year 2014 starring Anuradha Paudwal. The song Hum Apne Gham Ka Afsana was sung by Anuradha Paudwal. The music was given by Shyam (Shyam - Surender), Surender (Shyam - Surender). The music rights for song purely belongs to Decca Label, Universal Music

Hum Apne Gham Ka Afsana Lyrics

Hum Apne Gham Ka Afsana
Unhein Suna Na Sake
Hum Apne Gham Ka Afsana
Unhein Suna Na Sake
Woh Jaa Rahe The Magar
Hum Unhein Bula Na Sake
Hum Apne Gham Ka Afsana
Unhein Suna Na Sake
Woh Jaa Rahe The Magar
Hum Unhein Bula Na Sake
Hum Apne Gham Ka Afsana
Unhein Suna Na Sake

Hamare Haale Pershaa
Pe Log Haste Hain
Hamare Haale Pershaa
Pe Log Haste Hain
Magar Ham Apni Tabahi Pe
Muskura Na Sake
Hum Apne Gham Ka Afsana
Unhein Suna Na Sake

Tamaam Raat Humein
Neend Hi Nahi Aayi
Tamaam Raat Humein
Neend Hi Nahi Aayi
Naseeb So Gaya Aise Ki
Hum Jaga Na Sake
Hum Apne Gham Ka Afsana
Unhein Suna Na Sake

Kisi Se Kaun Kahein
Hum Pe Jo Ghuzarti Hain
Kisi Se Kaun Kahein
Hum Pe Jo Ghuzarti Hain
Woh Daag Dil Ko Mile Hain
Dil Bata Na Sake
Hum Apne Gham Ka Afsana
Unhein Suna Na Sake
Woh Jaa Rahe The Magar
Hum Unhein Bula Na Sake
Hum Apne Gham Ka Afsana
Unhein Suna Na Sake.

Share your thoughts

Shyam-surender, Mukul dev and arshad warsi scenes, Mausam hai mastana, Mohabat ka yahi, Waqt hamara hai, Durga maa bhajan, Bihar panchayat chunav, 'haryanvi songs haryanavi', Panchayat chunav 2021 bihar, Bihar panchayat chunav 2021, Panchayat chunav latest news, Raj bandhu, Durga mantra, Udit narayan, Mohammad aziz, Shabbir kumar, Sherya goshal, Anjali raghav, Gauhar kanpuri, Hasrat jaipuri, Navratri garba, Bihar samachar, Bihar panchayat, Durga maa hit gaane