Aisa Na Ho Hum Kho Jaye
Is Pyar Ki Aankh Micholi Me
Chal Tuijhe Bitha Ke Le Jau
Mai Do Naino Ki Doli Me
Hum Aise Karenge Pyar
Hum Aise Karenge Pyar Ke Dunia Yad Kare
Hum Aise Karenge Pyar Ke Dunia Yad Kare
Yu Jiye Marenge Yar
Yu Jiye Marenge Yar Ke Dunia Yad Kare
Yu Jiye Marenge Yar Ke Dunia Yad Kare
Yu Jiye Marenge Yar Ke Dunia Yad Kare
Is Dharti Par Na Jane Ye Asma Kyu Hai
Tere Mere Bich Main Ye Jaha Kyu Hai
Is Dharti Par Na Jane Ye Asma Kyu Hai
Tere Mere Bich Main Ye Jaha Kyu Hai
Is Par Ham Tadpe Us Par Tum Tarse
Pyase Rahe Do Dil Sawan Kahi Barse
Yu Tute Ye Diwar Ke Dunia Yad Kare
Yu Tute Ye Diwar Ke Dunia Yad Kare
Yu Jiye Marenge Yar Ke Dunia Yad Kare
Pyar Samundar Se Gahra Sab Log Kahte Hai
Kisi Dusman Ko Bhi Na Lage Ye Rog Kahte Hai
Pyar Samundar Se Gahra Sab Log Kahte Hai
Kisi Dusman Ko Bhi Na Lage Ye Rog Kahte Hai
Hamse Pahle Kitne Is Pyar Ke Mare
Is Ishk Ke Dariya Me Bas Dub Gaye Sare
Kar Jaye Ise Hum Par Ke Dunia Yad Kare
Kar Jaye Ise Hum Par Ke Dunia Yad Kare
Yu Jiye Marenge Yar Ke Dunia Yad Kare
Ek Duje Ke Dil Pe Hum Nam Likh Dale
Apni Prem Kahani Ka Anzam Likh Dale
Ek Duje Ke Dil Pe Hum Nam Likh Dale
Apni Prem Kahani Ka Anzam Likh Dale
Is Pyar Me Sari Dunia Ko Bhul Ke
Do Char Pal Teri Baho Me Jhul Ke
Kar Le Bate Do Char Ke Dunia Yad Kare
Kar Le Bate Do Char Ke Dunia Yad Kare
Yu Jiye Marenge Yar Ke Dunia Yad Kare
Hum Aise Karenge Pyar Ke Dunia Yad Kare
Hum Aise Karenge Pyar Ke Dunia Yad Kare
Yu Jiye Marenge Yar
Yu Jiye Marenge Yar Ke Dunia Yad Kare
Yu Jiye Marenge Yar Ke Dunia Yad Kare
Yu Jiye Marenge Yar Ke Dunia Yad Kare
Hum Aise Karenge Pyar Ke Duniya Yaad Kare Song Lyrics from the movie/album Jaan released in the year 2018 starring Ajay Devgn, Twinkle Khanna. The song Hum Aise Karenge Pyar Ke Duniya Yaad Kare was sung by Sadhana Sargam, Udit Naraya. This movie/album was directed by Anil Devgan, Manish Sharma, Raj Kanwar. The music was given by Anand Milind. The lyrics were Penned by Anand Bakshi
Share your thoughts