Hosm Me Aa O Murkh Bande
Upar Hai Bahgwan
Sab Karmo Ka Wo Hai Bhedi Le Usko Pahchan
Na Kar Paap Duniya Me Nadan Banke
Na Kar Paap Duniya Me Nadan Banke
Dikha De Zamane Ko Insaan Banke
Dikha De Zamane Ko Insaan Banke
Insaan Banke
Na Kar Paap Duniya Me Nadan Banke
Jara Uth Ke Jivan Ka Naksha Badal De
Jara Uth Ke Jivan Ka Naksha Badal De
Hai Manzil Ki Hasrat To Rasta Badal De
To Rasta Badal De
To Rasta Badal De
Chala Chal Bhlayi Ka Tufan Banke
Chala Chal Bhlayi Ka Tufan Banke
Tufan Banke
Na Kar Paap Duniya Me Nadan Banke
Na Kar Paap Duniya Me Nadan Banke
Tu Kab Tak Bhala
Tu Kab Tak Bhala Hath Malta Rahega
Ye Kismat Ka Chakkar To Chalta Rahega
Ye Kismat Ka Chakkar To Chalta Rahega
Mita De Garibi Ko Balwan Banke
Balwan Banke
Na Kar Paap Duniya Me Nadan Banke
Hosh Mein Aa O Murakh Bande Song Lyrics from the movie/album Kundan released in the year 2019 starring Sunil Dutt, Nimmi. The song Hosh Mein Aa O Murakh Bande was sung by Manna Dey. This movie/album was directed by Sohrab Modi. The music was given by Ghulam Mohammad. The lyrics were Penned by Shakeel Badayuni
Share your thoughts