He Dayamayi Dayamayi Song Lyrics from the movie/album Solah Shukrawar released in the year 2018. The song He Dayamayi Dayamayi was sung by Hemlata. The music was given by Ravindra Jain. The lyrics were Penned by Ravindra Jain

He Dayamayi Dayamayi Lyrics

Hey Dayamyi Dayamyi
Sankat Nashini Maiya
Sankat Nashini Maiya
Daya Kar Do Daya Kar Do
Daya Kar Do Daya Kar Do
Mere Pran Le Lo Maa Me Pran Bhar Do
Lo Ye Pran Le Lo Maa Me Pran Bhar Do
Hey Dayamyi Dayamyi
Sankat Nashini Maiya
Sankat Nashini Maiya
Daya Kar Do Daya Kar Do
Daya Kar Do Maa
Daya Kar Do

Maine Bachpan Se Tumhra Hi Vrat Kiya Mata
O Mata
Jag Ko Bata Kya Hain Mera Tumhara Nata
O Mata
Jo Meri Bigdi Na Banegi
To Sari Duniya Tum Pe Hasegi
Koi Chamtkaar Koi Chamtkaar
Ho Naya Kar Do
Daya Kar Do Daya Kar Do
Daya Kar Do Maa
Daya Kar Do
Hey Dayamyi Dayamyi
Sankat Nashini Maiya
Sankat Nashini Maiya
Daya Kar Do Daya Kar Do
Daya Kar Do Maa
Daya Kar Do

Apni Jyot Ki Ek Kiran Pahucha Do
Pahucha Do
Bujhe Huye Deep Ki Jyot Ko Phir Lauta Do
Lauta Do
Mirt Ko Jiwan Do Kalyani
Dushman Ho Jaye Pani Pani
Nahi Aaj Talak Nahi Aaj Talak
Jo Bhayaa Kar Do
Daya Kar Do Daya Kar Do
Daya Kar Do Daya Kar Do
Mere Pran Le Lo Maa Me Pran Bhar Do
Lo Ye Pran Le Lo Maa Me Pran Bhar Do
Hey Dayamyi Dayamyi
Sankat Nashini Maiya
Sankat Nashini Maiya
Daya Kar Do Daya Kar Do
Daya Kar Do Maa
Daya Kar Do
Hey Dayamyi
Daya Kar Do

Share your thoughts

Solah shukrawar songs, Ravindra jain, Ravindra jain songs, #mahi #khawab mahi in live show | shafaullah khan rokhri, Ravindra, Jai jai jai hanuman dayamai, Rabindra mohapatra hits, Rabindra mohapatra, Rabindra mohapatra songs, Aarti with lyrics, With lyrics, Nandlal saini, With lyric, Ravindrajain, Mahishasura mardini stotram, Sola sukrabara kahani, Saraswati vandana by lata mangeshkar, Mahishasura mardini video, Betwa sab janmayi ta patohiya kaha se aai