Jis Din Hum The Aazad Huye
Wo Aazadi Ka Din Aaya
Aazad Watan Ki Dharti Pe
Aazad Tiranga Lahraya
Aankho Me Aaj Phir Naach Uthi
Tasveere Amar Shahido Ki
Aazad Jeeyo Aazad Maro
Paigam Ye Unka Aazad Aaya
Har Saal Humne To Suna
Charcha Isi Paigam Ka
Charcha Isi Paigam Ka
Charcha Isi Paigam Ka
Jis Par Amal Na Ho Sake
Paigam Wo Kis Kaam Ka
Paigam Wo Kis Kaam Ka
Paigam Wo Kis Kaam Ka
Aazad Hokar Kya Mila
Kya Phul Gulshan Me Khila
Kayam Hai Hum Par Aaj Bhi
Julmo Sitam Ka Silsila
Julmo Sitam Ka Silsila
Julmo Sitam Ka Silsila
Ae Apne Lahu Se Sinch Kar
Apne Lahu Se Sinch Kar
Aazad Gulshan Kar Diya
Ehsaan Unka Bhulkar
Tum Puchhte Ho Kya Mila
Tum Puchhte Ho Kya Mila
Jhuthe Ho Tum Jhuthe Hai Hum
Kya Dosh Phir Paigam Ka
Badnam Kyu Karte Ho Yaaro
Naam Is Paigam Ka
Ji Naam Is Paigam Ka
Jis Par Amal Na Ho Sake
Paigam Wo Kis Kaam Ka
Paigam Wo Kis Kaam Ka
Paigam Wo Kis Kaam Ka
Ae Ki Bhul To Payi Saza
Karte Ho Yaaro Kyu Gila
Hum Jurm Karna Chhod De
To Khatam Ho Ye Silsila
To Khatam Ho Ye Silsila
Ae Hey Mujrim Ye Chhote Kaid Hai
Hum Kaid Hai
Hum Kaid Hai
Mujrim Ye Chhote Kaid Hai
Jo Hai Bade Aazad Hai
Wo Kis Kadar Khushhal Hai
Hum Kis Kadar Barbad Hai
Hum Kis Kadar Barbad Hai
Hum Kis Kadar Barbad Hai
Anjam Apna Ye Hua
Un Par Laga Iljam Kya
Jis Par Amal Na Ho Sake
Paigam Wo Kis Kaam Ka
Paigam Wo Kis Kaam Ka
Paigam Wo Kis Kaam Ka
Paigam Wo Kis Kaam Ka
Der Hai Andher Nahi Pyare
Der Hai Andher Nahi Pyare
Der Hai Andher Nahi Pyare
Jaisa Karega Waisa Bharega
Jaisa Karega Waisa Bharega
Waqt Karega Ek Din Sabka Faisla Re
Der Hai
Der Hai Andher Nahi Pyare
Der Hai Andher Nahi Pyare
Accha Hua Yaaro Jo Pakde Gaye Hum
Thode Dino Ke Hai Apne To Ye Gham
Humse To Chhuta Gunaho Ka Daman
Apni To Har Din Saza Ho Rahi Kam
Ise Hankar Gujar Chahe Rokar Gujar
Ise Hankar Gujar Chahe Rokar Gujar
Ye Tujhpe Hai Chhoda Tu Jaise Gujare
Der Hai
Are Der Hai Andher Nahi Pyare
Der Hai Andher Nahi Pyare
Uski Najar Se Na Kuch Bhi Chhupa Re
Kaise Chhupenge Gunhegar Sare
Ye To Hai Kudrat Ka Dastur Pyare
Julmo Ki Milti Hai Sabko Saza Re
Yahi Karle Qubul Tune Ki Hai Jo Bhul
Yahi Karle Qubul Tune Ki Hai Jo Bhul
Yaha Bach Gaya To Na Waha Bachega Re
Der Hai
Der Hai Andher Nahi Pyare
Jaisa Karega Waisa Bharega
Jaisa Karega Waisa Bharega
Waqt Karega Ek Din Sabka Faisla Re
Der Hai
Are Der Hai Andher Nahi Pyare
Der Hai Andher Nahi Pyare
Der Hai Andher Nahi Pyare
Der Hai Andher Nahi Pyare
Har Saal Humne To Suna Charcha Song Lyrics from the movie/album Khan Dost released in the year 2018 starring Raj Kapoor, Mithu Mukherjee. The song Har Saal Humne To Suna Charcha was sung by Kishore Kumar, Mahendra Kapoor, Anand. This movie/album was directed by Dulal Guha. The music was given by Kalyanji Anandji. The lyrics were Penned by Anjaan
Share your thoughts