??janma Har Dukh Sah Ke Janma
Janma Har Dukh Sah Ke Janma
Maut Se Ladke Janma
Wo Lega Badla
Dekho Kaisa Nikla
Jaise Maut Ka Bhadke Shola
Uske Chalne Se Dekho Dharti Dole
Uske Seene Me Hai Nafrat Ke Jalte Shole
Uske Chalne Se Dekho Dharti Dole
Uske Seene Me Hai Nafrat Ke Jalte Shole
Uski Najro Se Khun Tapakta Hai
Dushmano Ke Liye Hi Tadapta Hai
Uski Najro Se Khun Tapakta Hai
Dushmano Ke Liye Hi Tadapta Hai
Jaise Maut Ka Farishta Janma
Janma Har Dukh Sah Ke Janma
Maut Se Ladke Janma
Wo Lega Badla
Dekho Kaisa Nikla
Jaise Maut Ka Bhadke Shola
Usme Duniya Ne Kaise Sitam Hai Dhaye
Uski Zindagi Me Maut Ke Badal Chhaye
Ab Khun Ka Badla Khun Se Hai
Ab Maut Ka Badla Maut Se Hai
Ab Khun Ka Badla Khun Se Hai
Ab Maut Ka Badla Maut Se Hai
Wo Dushmano Se Ladne Janma
Har Dukh Sehke Janma Song Lyrics from the movie/album Hatyakaand released in the year 2018. The song Har Dukh Sehke Janma was sung by Vinod Rathod. The music was given by Jaikar Beharin
Share your thoughts