Hans Hans Ke Haseeno Song Lyrics from the movie/album Yasmin released in the year 2016 starring Suresh, Vyjyantimala. The song Hans Hans Ke Haseeno was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by A.R. Kardar. The music was given by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra). The lyrics were Penned by Jan Nisar Akhtar. The music rights for song purely belongs to Saregama

Hans Hans Ke Haseeno Lyrics

Hans Hans Ke Haseeno
Se Nazar Chaar Kiye Ja
Jo Bhi Kare Pyaar
Usse Pyaar Kiye Ja
Hans Hans Ke Haseenon
Se Nazar Chaar Kiye Ja
Jo Bhi Kare Pyar
Usse Pyaar Kiye Ja

Ye Zulf Ye Aabru Ye
Lachkati Hui Baahe
Bijli Si Giraati Hui
Khaamosh Nigaahe
Ye Zulf Ye Abru Ye
Lachkati Hui Baahen
Bijli Si Giraati Hui
Khaamosh Nigaahen
Hai Taaqat-e-deedaar
To Deedaar Kiye Ja
Hans Hans Ke Haseeno
Se Nazar Chaar Kiye Ja
Jo Bhi Kare Pyaar
Usse Pyaar Kiye Ja
Hans Hans Ke Haseenon
Se Nazar Chaar Kiye Ja
Jo Bhi Kare Pyaar
Usse Pyaar Kiye Ja

Laazim Hai Mohabbat
Mein Lagaavat Bhi Ada Bhi
Ulfat Mein Mile Kuchh To
Tadapne Ka Maza Bhi
Laazim Hai Mohabbat
Mein Lagaavat Bhi Ada Bhi
Ulfat Mein Mile Kuchh To
Tadapne Ka Maza Bhi
Iqraar Kiye Ja Kabhi
Inkaar Kiye Ja
Hans Hans Ke Haseenon
Se Nazar Chaar Kiye Ja
Jo Bhi Kare Pyaar
Usse Pyaar Kiye Ja
Hans Hans Ke Haseenon
Se Nazar Chaar Kiye Ja
Jo Bhi Kare Pyaar
Usse Pyaar Kiye Ja

Har Ek Ada Husn Ki
Aankhon Mein Basa Le
Seene Mein Zara Ishq
Ka Toofaan Jaga Le
Soyi Hui Taqdeer
Ko Bedaar Kiye Ja
Hans Hans Ke Haseenon
Se Nazar Chaar Kiye Ja
Jo Bhi Kare Pyaar
Usse Pyaar Kiye Ja
Hans Hans Ke Haseenon
Se Nazar Chaar Kiye Ja
Jo Bhi Kare Pyaar
Usse Pyaar Kiye Ja.

Share your thoughts

Ramchandra narhar chitalkar, (c. ramchandra) genre(s):, (c. ramchandra), Rajendra krishan, Romantic songs, Harnam singh rawail, Paas nahi aayiye hath na lagaiye, Starring:, Shamshad begum, Randhir kapoor, © saregama, Singer(s):, Old hindi songs, Madhubala, Golden hits, Bipin gupta, Release on:, Lyricist(s):, Music director(s):, Premnath, Iftekhar, Music label:, Composer(s):, Director(s):, Mumtaz, Playful, Saqi 1952, Movie:, Saqi (1952), Gope, Mohna, Cuckoo