Hamne Dekhi Hai In Aankhon Ki Mahakati Khushbu Song Lyrics from the movie/album Khamoshi released in the year 2018 starring Rajesh Khanna, Waheeda Rehman. The song Hamne Dekhi Hai In Aankhon Ki Mahakati Khushbu was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Asit Sen. The music was given by Hemant Kumar. The lyrics were Penned by Gulzar

Hamne Dekhi Hai In Aankhon Ki Mahakati Khushbu Lyrics

Humne Dekhi Hain Un Aankho Ki Mahakti Khushbu
Hath Se Chhuke Ise Rishto Ka Ilzaam Na Do
Sirf Ehsaas Hain Ye Ruh Se Mahsus Karo
Pyar Ko Pyar Hi Rahne Do Koyi Naam Na Do
Humne Dekhi Hain Un Aankho Ki Mahakti Khushbu
Hath Se Chhuke Ise Rishto Ka Ilzaam Na Do
Humne Dekhi Hain

Pyaar Koi Bol Nahi
Pyar Aawaz Nahi
Ek Khamoshi Hain Sunti Hain Kaha Karti Hain
Na Ye Bujhti Hain
Na Rukti Hain
Na Thahri Hain Kahin
Nur Ki Bund Hain Sadiyo Se Baha Karti Hain
Sirf Ehsaas Hain Ye Ruh Se Mahasus Karo
Pyar Ko Pyar Hi Rahne Do Koyi Naam Na Do
Humne Dekhi Hain Un Aankho Ki Mahakti Khushbu
Hath Se Chhuke Ise Rishto Ka Ilzaam Na Do
Humne Dekhi Hain

Muskurahat Si Khili Rahti Hain Aankho Me Kahin
Aur Palko Pe Ujale Se Jhuke Rahte Hain
Hoth Kuch Kahte Nahi
Kaanpte Hotho Pe Magar
Kitne Khamosh Se Afsane Ruke Rahte Hain
Sirf Ehsaas Hain Ye Ruh Se Mahasus Karo
Pyar Ko Pyar Hi Rahne Do Koyi Naam Na Do
Humne Dekhi Hain Un Aankho Ki Mahakti Khushbu
Hath Se Chhuke Ise Rishto Ka Ilzaam Na Do
Humne Dekhi Hain

Share your thoughts

Lata mangeshkar, Humne dekhi hai in aankhon ki mehakti khusboo, Hamne dekhi hai un ankhon ki lata mangeshkar, Lata mangeshkar hamne dekhi hai un ankhon ki, Hamne dekhi hai un ankhon ki, Humne dekhi hai, Hemant kumar, Hamne dekhi hai un ankhon ki khamoshi, Khamoshi hamne dekhi hai un ankhon ki, Hamne dekhi hai un ankhon ki lyrics, Lyrics of hamne dekhi hai un ankhon ki, Hemant kumar songs, Lata mangeshkar songs, Khamoshi, Humne dekhi hai in aankhon ki mehakti khushboo