Hamari Atariya, Tanik Hui Jaaye Song Lyrics from the movie/album Dedh Ishqiya released in the year 2018 starring Arshad Warsi, Naseeruddin Shah. The song Hamari Atariya, Tanik Hui Jaaye was sung by Rekha Bhardwaj. This movie/album was directed by Abhishek Chaubey. The music was given by Vishal Bhardwaj. The lyrics were Penned by Gulzar

Hamari Atariya, Tanik Hui Jaaye Lyrics

Saj Ke Sajaye Baithi
Sajinde Bulaye Baithi Kaha Gum Hua Anjana
Aale Aale Diye Bhi Jalaye Re Jalaye Na Atariya Pe Aaya Parwana
Kaun Sa Tan Haaye Barmaaye Re
Hamri Atariya Pe Aaja Re Sanwariya
Dekha-dekhi Tanik Hui Jaaye
Hamri Atariya Pe Aaja Re Sanwariya
Dekha-dekhi Tanik Hui Jaaye
Hamri Atariya Pe

Kiwadiya Se Lag Ke Piya Kare Jhaanka Jhaanki
Bahut Kaudi Phenke Piya Udaave Jahaan Ki
Kiwadiya Se Lag Ke Piya Kare Jhaanka Jhaanki
Bahut Kaudi Phenke Piya Udaave Jahaan Ki
Kasam Deve Jaan Ki
Aaja Gilauri
Khilai Du Kimaami Laali Pe Laali Tanik Hui Jaaye
Aaja Gilauri
Khilai Du Kimaami Laali Pe Laali Tanik Hui Jaaye
Hamari Atariya Pe

Padosan Ke Gharva Jaiho Jaiho Na Sawariya
Sautan Se Boli Mori Kaate Jeheriya Jeheri Najariya
Aaja Atariya Pe Pilai Du Angoori
Jora-jori Tanik Hui Jaaye
Aaja Atariya Pe Pilai Du Angoori
Jora-jori Tanik Hui Jaaye
Hamri Atariya Pe Aaja Re Sanwariya
Dekha-dekhi Tanik Hui Jaaye
Hamri Atariya Pe
Saajne Lagaaye Baithi
Chuttiya Ghumaaye Baithi
Kahan Gum Hua Anjaana
Kaun Sa Tan Haaye Barmaaye Re

Share your thoughts

Hamari atariya pe aaja re sawariya, Hamari atariya, Hamari atariya pe lyrics, Rekha bhardwaj, Rekha bhardwaj songs, Hamri atariya pe aaja re sawariya dekha dekhi, Hamri atariya pe aaja re sawariya, Singers: rekha bhardwaj lyrics: gulzar, Hamari atariya pe, Dedh ishqiya, Hamari atariya pe aaja re sawariya harmonium, Dedh ishqiya madhuri dixit, Hamari atariya pe aaja re sawariya original, Hamri atariya pe aaja re sawariya bhajan, Hamari atariya pe aaja re sawariya begum akhtar